yashbeniwal
New member
"Unki khwaahish hai ki woh barbaad humein dekhein..
Chalo isi bahane sahi woh ek baar to humein dekhein.."
Chalo isi bahane sahi woh ek baar to humein dekhein.."
specially for Neelam and Karamveer bhai.
Wo Shyari Hi Kya Jisko Kabhi Dard Na Chua.
Aur Wo Insaan Hi Kya Jisko Kabhi Ishq Na Hua.
Arz Kiya Hai......
Dil ka dard ubhar aata hai shyari mein meri,
Na jane kis kis mukaam se gujra tha ashqui mein teri.
Ab to hansti hai ye duniya halat pe meri,
Ek aur Nikkama "Galib" ban raha hun mohabbat mein teri.
neelam hade sare diljale sein.. dukhi aatma, tu kade fans gayi aakehahhaa...ibb sun bat issi sei.. yo thread shuru hi kuch dard tei hui thi is mare sab dard bhari shyari kar rahe hain..koi happiness wali thread check kar le ude tanne sare rajji milenge.. na tei ek shuru kar le thread..pher dekhiye reply..
![]()

Arz kiya hai..........
Ret par naam likhne se kya faydaa,
Ek leher aayegi sab badal jayega......
Tumne pathar - dil humko keh to diya,
Patharon pe likhoge mitega nahi.......
Karmveer, bhai tu to ghana badiya aadmi lage maine to, bhagwan se kuch maana bhi orr wah hi dusro ke khatir...wah.......
le bhai karamvir , hade tei RK Uncle bhi aa liye ibb karlyo ke karoge..hahhaa inne rok ke dhikhao. inne to apni gali ka naam bhi Galib dhar rakhya hai.![]()
Bhai Sejwal,
Bhai hum to gum mein bhee khushi dhondney walo main hai.
or dil majbut rakhey hai dekhy koi keuker tod dega.
RK Sir,
Do something for happiness not for this todna-fodna.
Regards
Karmveer
umm... bahut khoob....
ne khelo yun dil se, badi chot lagtee hai
kash ki yeh bhi pathar ka hota, aapki tarah
aapka Dil pathar ka ho ya fir sheshe ka
bikhar kar raste me dono jakhm karte hain
RK^2
[FONT=Verdana, Arial, Helvetica, sans-serif]Dard ko bhi dard hone laga, Dard khud hi mere gham dhone laga, Dard ke liye hum na roye kabhi, Dard hemein choo kar khud hi rone laga.[/FONT]
We use essential cookies to make this site work, and optional cookies to enhance your experience.