Haryanwi Kahawatein....

My pleasure brother! You are very right in saying that ye sabb gyaan hamari culture mein bharaa padda hai !!

Dhanyavaad Sangwan bhai mere naam se post karne ke liye,,,,,No issue from my side as i dont believe in copy rights:),,,,,

ye saara gyaan to hamare Haryanvi Culture mein bhara pada hai,,,,,jaise Ved Shahstro mein gyaan bhara pada hai ,,,,,main to siraf Baba Ramdev ki tarah isko Jan-manas tak pahuncha raha hun:rock
 
Ek aur... Aaj subah e menne add kara tha ek aur thread mein Dev Dahiya ji pe....

"Dahi k bhullammey Kapaaas Khaa Jaana"

Meaning: To take any action, thinking of something good but without estimating the underlying risk and danger :D

(Kapaas: Cotton / Rui ....)




Shyaani baat....arr bhin maari.
 
म्हारा तो घर जलेगा पर मुस्स्या के आन्ख हो ज्यन्गी!

बोली(बावली) गादडी के कान पकड्ना!

कूत्ते अर ईन्ट की यारी
 
"Raaj" ka... "Byaaj" Ka..er "Khaaj" ka rogg jiss k laag jya... taawla sa theek na ho :D


.
Raaj- being in power
Byaj - earning interest by lending
Khaaj - Khujli yaar... yaa bhi bataani paddegi k?
 
Back
Top