No. 1 Haryana:- Ch. Bhupinder Hooda synonymous of Development

Status
Not open for further replies.
Somebody has talked of mis-use ....

1) Party Rally :

Pahelyan kade bhi party ki rally hoya karti transportran ke jadda chad jyaya karta. Rohtak ka police line thaddha bhar diya karte tata-407, trucks, matador etc. sab terah ke vahan kabja liye jate they kae din pahele ..... PURPOSE .... JANTA KI BHALAI ... :) .... NAHI RALLY KE LIYE :)

Now they have STOPPED IT. I havent seen any vehicle of public trapped for their own purpose.

2) Lines of Trucks every month:




I have seen myself kilometers of lines of trucks during the start of month. GM baith jyaya karta er chahe kisse ke kagaj poore sein er chahe na ... paise to lene ee lene ... and that too by a first class officer legally ;) as upper se order hote they district wise collection ke .... Kya ye aam janta ki bhalai ke liye tha?

Ab aisa kyun nahi ho raha hai iss sarkar mein?


bhaisahb ye aapke samne diye jaya karte orders sa aapka koi dost officer batave tha ya kite t suni thi ...agar koi batabat ho t ek b sabke samne kehvaeyooo
 
Jat bhaiyo ke saath hi nahi Jaatniyo ke saath bhi hai....jo ki bahney nahi hain;)
chore chamaar ki sarkar thi ye congress phle bhai
chautala sarkar asi hai jo aapne jaat bhaio ke saat hai
or madyam varg ka saat deti hai
cogress chore chamaar ki puri dhek bhal kar sa

ager congerss hi rhi na to wo din dur nhi hittler jasia saasan hoga yha pe okey
 
What Ch. Chautala will do if he comes to power is still to be decided and its still a question mark,,,,,,tell me what he did when he was in POWER,,,,,,,,why he didnt raise the compensations,,,,,who stoped him from doing so,,,

Bhai aisa agar Kisaan Hiteshi the Chautal ji to pahle kyaa kisi ne unko mana karraa thaaa,,,,,,Ch. Bhupinder Singh Hooda ne aate hi sabse pahle yahi kaam kiyaa thaaa,,,,

Pahle kyu nahi aayi Rohtak tak electric train,,,,,abhi kyon aayi hai,,,,,aur bhai hamari taraf se beshak Chautala sahab Electric train ko Bhiwani, Sirsa, Hisar tak le jaate,,,,,,,,,,,pahle kyon nahi bana Delhi-Rohtak-Hisar highway 6 lanes ka,,,,,abhi kyon bana

Ye Ch. Bhupinder Singh Hooda sahab ki unchi aur durgaami soch ka nateeja hai,,,,,vo sahi maayne mein Haryana ka bhala chaahte hain aur kisi bhi area ke saath paksh-paat nahi karte hain,,,,,,

isi liye Ch. Bhupinder Singh Hooda Jindabaad,,,,aur Bhai Deepender Hooda Jindabaad,,,,,,inhone Haryana ki raaj-neeti ki deesha hi badal di hai

Now you can guess what would INLD have done if they would have came to power? Acquirement just for 5-10 lakhs?



bhaisahb .ek b power m to aan do fer dekhiyoo kitne ka kar diya ...itne t ya 23 lakh ali goli chus k handooo ..[/quote]
 
bhaisahb .ek b power m to aan do fer dekhiyoo kitne ka kar diya ...itne t ya 23 lakh ali goli chus k handooo ..

bhai paheli baat to tun uss baat ne lakho gya ek yo KHOOD BECH PARTIYOGITA KISNE SHURU KARI THI? Though I am not in favour of this agri land acquirement ... but still I feel that the originator of this bimari was Chautala? ISnt it?

Second .... i feel that like this govt snatched one main agenda from INLD menifesto of budhapa pension rs 700 ... similarly they will keep them mum by declaring the same amount of NCR and other regions per acre what INLD has proposed in Bhiwani rally ... Choosan ne te bhai wey 5 gaam bichare 5 lakh ki Chautala ki golli chooste hande sein er thare mein te koe chusakta bhi konya unke liye? WHY?
 
Fer taawle bech dyo unne....na to Chautala Ji ke raa mai jai wey apne Babu ki moorti laage to kimme chuu bi na karan paao:D
eb mhare barga ke kille to 10 -10 crore ke hai
G.T ROAD PANIPAT dhore eb hamne koi 23 lac den laga kasie lege ham nyu batyo
23 lac koi badi kimat na hai kille ki
eb dharti ke rate na we na rheye bhai kitti soyo so aap

mharu kille hoge 20 20 lac ke tho
 
Hooda bhai ye bilkul sachi baat hai,,,,hakikat hai,,,,,,koyi bhi transporter ye baat bata sakta hai,,,,,private school waale bata sakte hain,,,,,,,

us time CM ke naam ki aam public mein dah-shat hoti thi,,,,,,,lekin Bhupinder Hooda sahab to public ke chahete neta hain,,,,,aur public inko dil se chaahti hai,,,,,,

Ch. Bhupinder Hooda aur Bhai Deepender Hooda,,,,,aaj jan-jan ki dil mein bas chuke hain,,,,,

Aaj pure Hindustan mein development ke naam par siraf 3 CMs ki hi charhcha hai,,,,Nitish Kumar, Narender Modi aur ham sabh ke pyaare ve aadarniya,,,Ch. Bhupinder Singh Hooda

Somebody has talked of mis-use ....

1) Party Rally :

Pahelyan kade bhi party ki rally hoya karti transportran ke jadda chad jyaya karta. Rohtak ka police line thaddha bhar diya karte tata-407, trucks, matador etc. sab terah ke vahan kabja liye jate they kae din pahele ..... PURPOSE .... JANTA KI BHALAI ... :) .... NAHI RALLY KE LIYE :)

Now they have STOPPED IT. I havent seen any vehicle of public trapped for their own purpose.

2) Lines of Trucks every month:

I have seen myself kilometers of lines of trucks during the start of month. GM baith jyaya karta er chahe kisse ke kagaj poore sein er chahe na ... paise to lene ee lene ... and that too by a first class officer legally ;) as upper se order hote they district wise collection ke .... Kya ye aam janta ki bhalai ke liye tha?

Ab aisa kyun nahi ho raha hai iss sarkar mein?
 
bhaisahb ye aapke samne diye jaya karte orders sa aapka koi dost officer batave tha ya kite t suni thi ...agar koi batabat ho t ek b sabke samne kehvaeyooo

Na bhai mere aage te na diye jaya karte .... par yo hoya ke ek iss sarkar mein na hota yo sab kim.

Ya KOE BIMARI FAIL RAHI THI KE PACHLI SARKAR KE TEM?

Meri aankhyan dekhi baat sein bhai ... er je na hon te bata dyo?

EEB NUE MANNEY BERA NA EK YE OFFICER EE AAPE GHAR BHAREIN THEY EK KE ROLLA THA?
 
What Ch. Chautala will do if he comes to power is still to be decided and its still a question mark,,,,,,tell me what he did when he was in POWER,,,,,,,,why he didnt raise the compensations,,,,,who stoped him from doing so,,,

Bhai aisa agar Kisaan Hiteshi the Chautal ji to pahle kyaa kisi ne unko mana karraa thaaa,,,,,,Ch. Bhupinder Singh Hooda ne aate hi sabse pahle yahi kaam kiyaa thaaa,,,,

Pahle kyu nahi aayi Rohtak tak electric train,,,,,abhi kyon aayi hai,,,,,aur bhai hamari taraf se beshak Chautala sahab Electric train ko Bhiwani, Sirsa, Hisar tak le jaate,,,,,,,,,,,pahle kyon nahi bana Delhi-Rohtak-Hisar highway 6 lanes ka,,,,,abhi kyon bana

Ye Ch. Bhupinder Singh Hooda sahab ki unchi aur durgaami soch ka nateeja hai,,,,,vo sahi maayne mein Haryana ka bhala chaahte hain aur kisi bhi area ke saath paksh-paat nahi karte hain,,,,,,

isi liye Ch. Bhupinder Singh Hooda Jindabaad,,,,aur Bhai Deepender Hooda Jindabaad,,,,,,inhone Haryana ki raaj-neeti ki deesha hi badal di hai





bhaisahb .ek b power m to aan do fer dekhiyoo kitne ka kar diya ...itne t ya 23 lakh ali goli chus k handooo ..
[/QUOTE]



bhai delhi hissar 6 lane proejct was submitted at the time of chautala sahbs term not mr hoodas effort .......

bhai aaj k din hooda sahb ko property dealer CM ke alawa kuch nahi kehte ......inko sirf jameeno ke rate upar neeche karne ka pata hain .......bhai bhai infrastructure is not only a single reason to praise mr hooda ..
baki its upto you

i appriciate chautala sahbs policy ..towards the people of haryana & i support him for there policies


INLD zindabad
 
Na bhai mere aage te na diye jaya karte .... par yo hoya ke ek iss sarkar mein na hota yo sab kim.

Ya KOE BIMARI FAIL RAHI THI KE PACHLI SARKAR KE TEM?

Meri aankhyan dekhi baat sein bhai ... er je na hon te bata dyo?

EEB NUE MANNEY BERA NA EK YE OFFICER EE AAPE GHAR BHAREIN THEY EK KE ROLLA THA?


bhaisqahb agar aap employee so ar aap kal n rapiyee len lag ge ar hooda chautala sahb n bera hi na ho t ..unki k galtiii

unka t naam kham kha bhunda kar rakhya s
 
failed huda govt.

Huda is only rohtak c.m. Balyan sahab apne kaha ki huda ne bijli bana di, huda ne kera ne kuch khali loga ki zamin acquire kari se kheti wali. Or jis bijli ki bat aap kar rehe hain un plants ki bijli ka upyog delhi commenwealth game me kiya jayega. Kya huda ne bijli sudhar kiya? Aaj haryana me bijli ki kami nahi hai balki sirf bijli chori rokne ki zaroorat hai . Aaj haryana mein line loss 45% hai .jind 75% ,bhiwani or rohtak mein 55% line loss hota hai.aapke ladle huda ne is ke liye koi sahi kadam nahi uthaya. Sirf zamin acqire karke commision khaya. Or aap kis mu se development ki bat kar rahe hain .kya sirf rohtak ke road new kar dene se ya hisar delhi 6 lane kar dene se pure haryana ka development ho gaya. Me kuch din pehle hisar gaya tha. Mane to kite ne 6 lane dikhya. Rohtak me to kuch 4-5 road bana rakhe hain . Baki to ine hansi ,bhiwani ,dadri me to roads ka namo nisan hi koni. Kyun jl par aakar satte maro so .
 
"Root cause" ka toh bera nahi Hooda saab.... "ROOT KAADH" ki baga dee e Bhiwani er Hisar Sirsa aalan ki thaarey Leader ne.....

Bhiwani ki sadak jaa k dekh aao ek be... Gaam aur City donua ki..... nyu laagega janu Bihar er Jharkhand ki saddkan pe aa gaye thammm.....

Er Bijli ka bhi yoh e haal sei....inney yoh Rakesh batawe Gudgaame ka haal...... thaarey dist mein nyaari taar pooorr dee howein toh bera nahi..... :D

le theek e kaho so thamm bhi.... K galat thoddi e bataun su mein thamm ne bhai....
anil bhai,chautala,bansi lal aur bhajan lal hote to tum kati bhi choon na karte.........................aaj te 4 saal pehala vohi na the.....jab ke haryana england bana diya tha...
 
This is real situation
Ib nyu na keh diyo manne dhakke tein bus gaar mein faswayee fotu khinchan khater
hey ram!yo chhora te hooda ji ke khilaf election ladene keliye bilkul taiyaar hai(strong campaining). eb is raaj mein sadak te shuru hogaye,chautala ne to thara area hi DEAD ghoshit kar rakha tha............
 
Bhai Dudi,

Now public is not going to beleive your empty rhetorics and false claims,,,,,,,pahle Bhajan Lal ji aur Chautala Sahab ka ek hi mudda hota thaa vapis power mein aane ke liye,,,,,,,logo ko bahka dete the ki Maine Haryana ke Sarkaari Khazaane mein itne hazaar crore rupees chhode the,,,,Bhajan Lal ne khaali kar diyaa khazaana,,,,,,

Aur Bhajan Lal ji kah dete ke manne itne hazaar chhode the Sarkaari Khazaane mein,,,,,Chautala ne khaali kar diyaa Sarkaari Khazaana,,,,,,,,dono ki yahi bayaan-baaji chalti thi aur public ka bevkoof banaate the

Where as the fact was that both these ex CMs used to take out money and fill up their personal coffers,,,,,,,,no body was bothered about development and progress of Haryana

ab public achhi tarah samajh chuki hai ye dhokhe baaji,,,,,,,ab faaltu ke aaropo se baat nahi balki public ke liye kaam karna padega,,,,,ye Hooda Sahab ne aam janta ko deekha diyaa hai ki development hoti kyaa hai

Ch. Bhupinder Hooda ne to kamaal kar diyaa hai,,,,,,kisaan ko uski jamin ke sahi daam dilwaaa diye aur 33 saal tak royalty millegi vo alag,,,,,,,pahle to sarkar kisaan ki jamin acquire kar leti thi aur koyi kuchh bolti to laathi aur jor-jabardasti ke bal par uskaa mooh bandh kar diyaa jaata thaa

Huda is only rohtak c.m. Balyan sahab apne kaha ki huda ne bijli bana di, huda ne kera ne kuch khali loga ki zamin acquire kari se kheti wali. Or jis bijli ki bat aap kar rehe hain un plants ki bijli ka upyog delhi commenwealth game me kiya jayega. Kya huda ne bijli sudhar kiya? Aaj haryana me bijli ki kami nahi hai balki sirf bijli chori rokne ki zaroorat hai . Aaj haryana mein line loss 45% hai .jind 75% ,bhiwani or rohtak mein 55% line loss hota hai.aapke ladle huda ne is ke liye koi sahi kadam nahi uthaya. Sirf zamin acqire karke commision khaya. Or aap kis mu se development ki bat kar rahe hain .kya sirf rohtak ke road new kar dene se ya hisar delhi 6 lane kar dene se pure haryana ka development ho gaya. Me kuch din pehle hisar gaya tha. Mane to kite ne 6 lane dikhya. Rohtak me to kuch 4-5 road bana rakhe hain . Baki to ine hansi ,bhiwani ,dadri me to roads ka namo nisan hi koni. Kyun jl par aakar satte maro so .
 
Bhai sachin,

Humey atyant parsannta hui aapki baatein sunkar,kyunki wo 16 anney sahi sey....ebbib kisey ne doubt reh gaya ho to ...koi ILAAZ nahi bhai uska...
Bhai Dudi,

Now public is not going to beleive your empty rhetorics and false claims,,,,,,,pahle Bhajan Lal ji aur Chautala Sahab ka ek hi mudda hota thaa vapis power mein aane ke liye,,,,,,,logo ko bahka dete the ki Maine Haryana ke Sarkaari Khazaane mein itne hazaar crore rupees chhode the,,,,Bhajan Lal ne khaali kar diyaa khazaana,,,,,,

Aur Bhajan Lal ji kah dete ke manne itne hazaar chhode the Sarkaari Khazaane mein,,,,,Chautala ne khaali kar diyaa Sarkaari Khazaana,,,,,,,,dono ki yahi bayaan-baaji chalti thi aur public ka bevkoof banaate the

Where as the fact was that both these ex CMs used to take out money and fill up their personal coffers,,,,,,,,no body was bothered about development and progress of Haryana

ab public achhi tarah samajh chuki hai ye dhokhe baaji,,,,,,,ab faaltu ke aaropo se baat nahi balki public ke liye kaam karna padega,,,,,ye Hooda Sahab ne aam janta ko deekha diyaa hai ki development hoti kyaa hai

Ch. Bhupinder Hooda ne to kamaal kar diyaa hai,,,,,,kisaan ko uski jamin ke sahi daam dilwaaa diye aur 33 saal tak royalty millegi vo alag,,,,,,,pahle to sarkar kisaan ki jamin acquire kar leti thi aur koyi kuchh bolti to laathi aur jor-jabardasti ke bal par uskaa mooh bandh kar diyaa jaata thaa
 
hey ram!yo chhora te hooda ji ke khilaf election ladene keliye bilkul taiyaar hai(strong campaining). eb is raaj mein sadak te shuru hogaye,chautala ne to thara area hi DEAD ghoshit kar rakha tha............
Seema ji
Mein campaigning nahi kar raha hoon Please clear your doubt first

Second Mera area dead tha ya ab hua hai aap bina dekhe jaane kaise keh sakti hain?

Meine yahan Chautala ka paksh nahi rakha hai meine siraf ye kaha hai ki aaplog jo jhande uthaye khade hain ki Hooda ne ye kar diya wo kar diya un davo mein sachai kitnee hai ek baar ankh khol ke dekh lijiye.Ek akhbar utha ke usme likhe istihar aur ghosna ko padh ke ye chillana ki ye kar diya galat hai. Asaliyat dekh ke baat kijiye aur agar meri samasya nahi samajh aati to i am inviting you to see problems faced by people in their day to day lives. aapke kisi ristedar ko naukri mil gayee hai to mein apna invitation cancel karta hoon. Bus ek gujaris hai aapse ki aadmi aankho se dekhta hai kano se nahi so kaan ki bajaye ankh se dekhiye.
 
Dayalpur village(Near Ballabgarh) became the first village in India to get LPG through pipeline connections. Mr Hooda inaugurated the service.
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top