malikdeepak1
New member
Kuldeep unko nahi rokk sakta.... Bhaajengey yeh tattooo!!!!
ha ha ha.. Bhajni ke heartattack karwa ke manega tu bhai
Kuldeep unko nahi rokk sakta.... Bhaajengey yeh tattooo!!!!
ha ha ha.. Bhajni ke heartattack karwa ke manega tu bhai!
ha ha ha.. Bhajni ke heartattack karwa ke manega tu bhai!
News channel ke sojanye se:
4 MLa s of HJC broke away to merge in Congress , today met Assembly Speaker Chattha.
Bhai Hajjjka ki kaanch likad jaagi 5-7 din mein..... unn sabb MLAs ne kursi chahiye....Dadri aala MLA satpal to raall ger ra s kasooti mantri pad khatir......... Kuldeep unko nahi rokk sakta.... Bhaajengey yeh tattooo!!!!
Yo kuldeep apne aap ggovt me ral ja to thik se na to pher roovega ek mere MLA bhaja liye.
Yo kuldeep apne aap ggovt me ral ja to thik se na to pher roovega ek mere MLA bhaja liye.
Lo.... 5-7 din bhi kyu.... aaj e ho gya kaam.... bhaaj liye bhikhaari !!! Kuldeep eb apne baabu ke goddey dhorey baith ke rowega... bhuu bhuu bhu bhu....
Bhajan laal ne apne chore ka career chopat kar diya congress te alag hoke...or jab dobara mauka mila fer bhi MAROD dikhaye gaya...Le le ga ibb tinde....:rock
Baki sabb ka to samaj main aavein hain bus Hansi aala left him...hansi falls in Hisar.
Though there might have been under-cover stories for this episode and lots of money and other benefits involved. Still it goes a TIT-FOR-TAT for Bhajan Lal.
Dangi ji , dr kadyan , Sumita singh of karnal , one or two sharmas ..are backbone of Congress..If you ignore them
Congress will get Ignored.
Bhai yeh teri 2 backbone (highlighted in red) to jama toooti padi thee election mein.... mushkil tein logga ke paa pakad pakad ke judi thee...Khud Sonia er Hooda saab ne plaster karya thaa inn backbones ke......:rock:rock:rock
Anil bhai aapki Hansi aale MLA pe khabar to sahin lage hain...nu e hoya hoga
Ghar main Babu kitna bhi budda ho ja ,
ghar ne jode rakhe ga...sahi backbone
Inki patli halat sirf iss karan thi ki Hooda ne chote hooda ka ghana prem jaag gya tha....arr bete ke chakkar main
babuya ne bhool gya tha.
Ye sarm ke mare ke bole , DAY 1 te jib bana tha saare Rohtak belt ka khayal khud Hooda ne rakhna tha..
Sirf apne chore ka nahin.
Log ga ne..sirf apna kar ke vote de di Hooda te... naam inke tha....poorane leadera ka.
Koye na..apna e balak se
Koye na..apna e balak se
...
..
..
arrr isne samaj koni aa re...
YO TO REFUGEE YA KA apna BAN RYA se
We use essential cookies to make this site work, and optional cookies to enhance your experience.