VP Singh ya VK Singh...? Kasai, tu Mandal Commission aale ne kit lyaawe s BHiwani mein
Bhiwani mein BJP ke paas VK Singh se badhiya candidate hai bhi nahi.... Usko Jat aur Ahir dono vote de sakte hain ... Gen ek naya candidate hai aur non Jat hai
(Bhiwani aale naye candidate ne taawle hejj liya karein - er puraane ki kaanch kaadha karein...).... doosra - faujji parivaar jarur vote karenge VK Singh ne.... Agar INLD ne Ajay Chautala ki wife ko ticket di
(plus BJP ne kisi Yadav ko) to shayad fir se Shruti baaji maar le.... jo ki Bhiwani ka durbhaagye hoga....! Development ka to ek bhi kaam nahi karwaya er naa aage karwaawe Shruti er uski Maa...
Talu aala ghana shyaana s... Nirdaliye election nahi ladega....BJP ticket de nahi..... usne bera s aak ke durgati hogi uski agar nirdaliye lada to.... !!
Hisar mein Jat vote Prof saab ki taraf jaane chahiye..... INLD ke paas to strong candidate hai nahi Hisar se....Hope ki tactical voting ho jaaye !!.... Bishnoi ki guddi laagni chahiye Hisar mein!!.... bahot khoon peewega nahi to yo Bhajni aala agle 5 saal....!!