hazaar baar samjhyaa inhe,
sab ke saamne na aa jaya karo,
mujhe tanha karte ho,
kamzori meri dikhaya na karo.
Bole, aansoo ban kar aate hai,
kamzori nahin, tumhara dard dikhate hain.
rokte hain hum bhi khud ko,
par bari mehfil mein
tumko tanha paa kar
beh jaaya karte hain!