Recent content by dhayal

  1. D

    भारतीय सेना और प्रधानमंत्री का पाक को करा &amp

    aap ko hitihas pad na chahiye janab .... 70 saal mein kya kya ho guya .... aaj akrosh ka jabab akrosh hai
  2. D

    भारतीय सेना और प्रधानमंत्री का पाक को करा &amp

    बात यह की मोदी में दम है उसने सेना को सपोर्ट किया और सेना ने अपना काम किया | देश का दुर्भाग्य यह है की कोंग्रसी मंदबुद्धि पपू को प्रधानमंत्री उमीदवार मानती है क्या उसकी इतनी औकात है | जिस पार्टी की सरकार है अगर उसने कोई अच्छा कार्य किया है उसे तो उसको स्रये तो जायेगा |
  3. D

    Shayari (Part 2)

    मै तो फना हो गय| एक झलक देखकर....ना जाने हर रोज़ आईने पर क्या गुजरती होगी....
  4. D

    Shayari (Part 2)

    ऐ मेरी होने वाली बीवी. चाहे जितने भी वैलेंटाइन डे मनाले तू अपने आशिक के साथ, आखिर मे रखना तुझे करवा चौथ का व्रत मेरी लंबी उम्र के लिए ही है
  5. D

    Shayri (Continued)

    "हर एक शख्स ने अपने अपने तरीके से इस्तेमाल किया है हमे.... और हम समझते रहे की लोग हमे पसंद करते हैं।।"
  6. D

    Shayri (Continued)

    Ek Ghadi Aur Theher, Ke Jaan Baki Hai Tere Lab Pey Merey Honey Ka Nishaan Baaki Hai Shab Ke Chehre Pe Chadha Rang Savere Ka To Kya Dhalte Khwabon Mein Abhi Apna Jahaan Baaki Hai kuchh line apne aap yaad rahti hai jab ki aap ne unhe kuchh dhyan se nahi suna hoga..... phir bhi woh aap ke labon...
  7. D

    Shayri (Continued)

    Apni aankhon ke samundar mein utar jaane de tera mujrim hun mujhe doob ke mar jane de aye naye dost na samjhunga tujhe bhi apna pehle maazi ka koi zakhm to bhar jaane de
  8. D

    Shayri (Continued)

    Woh aati toh hai par tann se nahi Baatein karti toh hai par mann se nahi Kaun kehta hai “Sahil” woh pyar nahi karti woh pyaar karti to hai par hum se nahi :)
  9. D

    Shayri (Continued)

    Ishq ne hame benaam kar diya, har khushi se hame anjaan kar diya, hamne to kabhi nahi chaha ke hame bhi mohabbat ho, Lekin aap ki ek nazar ne hame nilaam kar diya…
  10. D

    Shayri (Continued)

    Humne socha tha k batayenge sab dukh dard usko..... Usne to itna bhi naa pucha k udaas kyu ho..
  11. D

    Shayri (Continued)

    Dheere-Dheere tere Pyar ka Dard kam hua. Na tere jane ka gham hua.. Log poochte hain hamare pyar ki daastan.. Keh deta hoon ek fasana tha jo khatm hua..
  12. D

    Happy Friendship Day

    hmmm yeh huie na baat :)
  13. D

    Laloo got job in Microsoft (USA)!!!

    let's enter any Moderator he simply say non jat joke hahahhahahahhahaha
  14. D

    JAT Hostel -------Jaipur

    abhi mein ish topic ko yaha he baand karta hoon
  15. D

    This kind of message WILL GET YOU BANNED!!

    kas yeh bhai apni ish bahan ke aansoo puchh pata
Back
Top