healthy spirit
sab ko ram ram hai meri aur bado ko pranaam hai ji, gaaama ke byah byu mei to dekho inn DJ aaalyaa ka gaddar ho rhyaa hai katti ae.....chhhore bhi marre batte beer sheer pee le hai arrr ferrr katiyaaa taar de hai nachan mei.....but the thing is that they dont take that iin good...
o to bera paat jega
bhaiya rola karan ki koi jarurat na hai, yo to haam saaryaa ne bera paat jega teen ek saal pacchhe ke kun sa banega CM.....aapas mei kyaa te bhido ho....yo e to rola apne desh aalya gel, mrre batte aapas mei hi munddd jyaan hai ladan......bhai jisne choutala badhiya lage o...