AAM AADMI PARTY ko jo bhi donation mila h uski saari jankari unki website pe h lekin aur political party h vo apne aap ko RTI ke dayre se bahar q rakhna chahte h. iska answer h kisi bhai ke pas
kya hamari investigating agencies aaj ki date me manmohan singh ko investigate kar sakti h ? ye investigating agencies tabhi investigate karti h jab kisi party par dabav dalna ho
The day Kejriwal comes to power and implements his policies ye din jyada dur nahi isko baat ko hum aage ke liye chhod dete h, aane wala waqt sab bta dega aur bhai jo chor h vo to bachna bhi nahi chahiye