Aur yadi koi aachi mansha se aata bhi hai to usko jaanta poochti nahi hai. aise vyaktiyon ki to jamanat jabtt ho jaati hai. Election mei to paisa bolta hai. jiske pass gaadiyon ka kaafila hai, jike saath media hai, ussi ki chaandi hoti hai. baaki sidhe raaste pe chalne ka jamana to gaya.