labo par uske kabhi baddua nahi hoti
bas ek maan hai jo kabhi khafa nahi hoti
Is tarah mere gunaahon ko wo dho deti hai,
maa bahut gusse mein hoti hai to ro deti hai
Maine rote hue ponchhe the kisi din aansoo
muddaton maa ne nahi dhoya dupatta apna
Abhi zinda hai maa meri mujhe kuchh bhi nahi...