Good, and thanks for post. Kuchh logon ki (aajkal media aur politicle parties mein jyada hi hain) jaroorat se jyada bolne ki aadat hoti hai, oonki baaton ko kisi bhi form mei aage badhana theek nahi. Always better to give fullstop to such statements.
mandir ki jagah church gurudwara ya masjid...
Bhai Sandeep agar ye vayang thha toh eese humor section mein daal deta.
Rahi baat Comparison karne ki toh kuchh maryada bhi honi chahiye ki kiska comparison kiske saath kar rahe ho. har baat ko karne ka aik dhang hota hai aisa nahi hai ki kuchh bhi muh me aaye aur bolte chale jao. Khas kar...
भाई साहब ये सुरे नहीं स्योर इंग्लिश आला स जब सुरेंदर की लोगइन आई डी नहीं मिली तो ये सेलेक्ट की थी मैं इसे use भी हमेशा करता हूँ in mails and letters, sure get a meaning like definite/indisputable/gauranteed/assured and I like this writing for me.
Vikas sab bure hain maan liya. lekin jo desh sewa ke liye jeevan dene ki baat kartein hai aur logo ne jinko apna neta maana hai. thier life should be an example for others and there should not be anything hidden so called private life. if they like to live a private life than come out from the...
Client की हिंदी हो स यजमान और हरयाणवी हो स क्लेंट और आई टी आला तोह आईटी आला ये रहवगा
क्लेंट : सुन र अ हाम न हाथी चाहिए और आछा बड़ा हो
आईटी आला : म्हंस त काम चला ले न आछी बड़ी और काली भी स
क्लेंट : भाई चाहिए त हाथी ये और बात नु स अक (एक घंटा ला क सारी बात बताई )
आईटी आला : ठीक स पर हाडे...
"नेजे/नेज्जे कलम" Ye bhi kalam hi hoti hai, neje ki kalam aik khas kism ki hoti hai jo kafi hard kism ke sarve se banti hai aur normal se thodi patli hoti hai eeske parve mein surakh hota hai. hamein toh ye hamesh khareedni hi padti thhi jabki normal kalam kisi bhi jhoond se bana lete thhe...
Woh Sab aaye ya na aaye, par yaad abhi baki hai.
Kores ki tikiya for blue ink.
Rajroshnai ki pudia for black ink. Super quality of ink, aikdam chamkdar ink, reflection from black color.
ooske baad quality khatam hoti chali gayee aur maloom nahi kaun kaun se brand bazar mei aage. Naa quality...