bhai pehle ek group or geroh bnaya jae....fir yahan wahan thodi bahut halchal dikhai jae.....
jaise kisi ki ladai mai madat karna,kisi ki zameen pr kabja lena etc etc....
bs fir 4-5 mahino mai vo grop badta chala jaega aur logo ki nazro mai aa jaega.....
firr kisi bhi bade politition ki sharan...