Shaam Hote Hi Chiragon Ko Bujha Deta Hoon
Yeh Dil Hi Kaafi Hai Teri Yaad Main Jalne Ke Liye
Mujhe Bhulna Bhee Chaho To Bhulana Sako Ge
Main To Palkon Pe Thahar Jaoon Ga, Aaansoon Kee Tarah
Huwi Hum Se Ye Nadani, Kay Teri Mehfil Mein Aah Bethay.
Ho Kay Zameen Kee Khakh, Aasman Se Dil Laga...
Jise Saari Zindagi Apna Samjha, Woh Bewafa Nikli,
Unki Yaad Aai To Unke Naam Se Hi Dil Behla Liya
Raat Ko Bechain Hokar Jab Sharab Ki Boutal Uthai, Woh Khali Nikli,
Humne Roshni Karke Boutal Ke Saaye Se Hi Dil Behla Liya
Jitendra Bhai,
Eaisa nahee hai,
Subah se le kar raat tak ( No time of leaving the office), Meeting and coding,
Aur doosree bhai, yadi kaheen aap logic mai atak(Stuck) ho gaye to raat ko need bhee nahee aatee, sirf solution ke liye dimag chalta rahta hai, aur yadi solution dimag mai aa jaye to...
Mai bhe kuchh kahna chahyta hoon
Nanhe Se Dil Me Aarmaan Koi Rakhna,
Duniya Kee Bheed Mein Pahechaan Koi Rakhna;
Achchhe Nahi Lagte Jab rahte Ho Udaas,
In Hothon Pe Sada Muskaan Banaye Rakhna.
Please go through the following links for more detail
http://www.winentrance.com/biotech.htm
http://www.scholarshipsinindia.com/biotechnology.html
http://www.ibab.ac.in/pgcourse.htm(For Post Graduate Course)
Bioinformatics courses in India
Undergraduation Courses (B.Sc/B.E/B.Tech...
Saara Samandar Pee Liya,
Phir Bhi Sharab Teri Pyaas Baaki Thi
Sabko Saathi Banakar Dekh Liya,
Sirf Ek Sharab Ki Kami Baaki Thi
Saari Duniya Dekh Li,
Ek Sharab Ki Jhalak Baaki Thi
Khuda Ka Dar Bhi Dekh Liya,
Ek Mehkhane Ki Gali Baaki Thi
Jakhar Bhai,
Ghar se jab idhar aaya tha, to soch ke aaya tha, Kuchh kama ke le jaonga, aab to easa lagta hai, yahan se bager kapde hee na jana pade.
Shayri-e-Sharab likhte - 2 khud sharabee ho gaya hoon sir Jee
Jitni Fursat Se Khuda Ne Us Haseena Ko Nahin Banaya,
Utni Fursat Se Insaan Ne Sharab Ko Banaya
Usne To Pyar Ko Bewafai Ka Naam De Diya,
Sharab Ne Marte Dam Tak Mujhe Sahara Diya
Kaash Husn Ko Bhi Insaan Ne Banaya Hota,
To Bewafai Ka Nishan Tak Na Hota
I Prove 3 = 2
Mail me the answer if you happen to find anything wrong...
Can U Prove 3=2 * * * * *??
This seems to be an anomaly or whatever u call in mathematics.
It seems, Ramanujam found it but never disclosed it during his life time and that it has been found from his diary .
See...
Bhai Deswal Jee,
Muje ye collection Mirza Ghalib Sahab ka mil gaya tha, Socha ki site pe post kar deta hoon, jinko acchha lagega pad lenge. Urdu, muje nahee aatee hai Bhai.
Kuchh Galat laga ho to maaf karna Bhai.
1. dil se teree nigaah jigar tak utar gayee
donoN ko ik adaa meiN razaamand kar gayee
2. shaq ho gaya hai seena, KHushee lazzat-e-firaaq
takleef-e-pardaadaari-e-zaKHm-e-jigar gayee
[ shaq = crack/split, firaaq = separation,
pardaadaaree = to...
1. dil hee to hai na sang-o-KHisht dard se bhar na aaye kyoN ?
royeNge ham hazaar baar, koee hameiN sataaye kyoN ?
[ sang = stone, KHisht = brick ]
2. dair naheeN, haram naheeN, dar naheeN, aastaaN naheeN
baiTHe haiN rehguzar pe ham, GHair hameiN...
1. dil-e-naadaaN tujhe huaa kya hai ?
aaKHir is dard kee dawa kya hai
2. ham haiN mushtaaq aur woh bezaar
ya ilaahee ! yeh maajra kya hai ?
[ mushtaaq = interested, bezaar = displeased/sick of ]
3. maiN bhee muNh meiN zabaan rakhta hooN
kaash ...
1. dhota hooN jab maiN peene ko us seem_tan ke paaNv
rakhata hai zid se kheeNch ke baahar lagan ke paaNv
[ seem_tan = silver bodied, lagan = a basin ]
2. dee saadgee se jaan paDooN kohakan ke paaNv
haihaat ! kyoN na TooT gaye peerzan ke paaNv
[...
1. dekhna qismat ki aap apne pe rashk aajaaye hai
maiN use; dekhooN, bhalaa kab mujhse dekha jaaye hai
[ rashk = envy ]
2. haath dho dil se yahee garmee gar andeshe meiN hai
aabgeena tundee-e-sahbaa se pighla jaaye hai
[ andesha =...
1. dard minnat_kash-e-dawa na huaa
maiN na achchaa huaa, bura na huaa
[ minnat_kash-e-dawa = obliged to medicine ]
2. jama'a karate ho kyoN raqeeboN ka ?
ik tamaasha huaa gila na huaa
[ raqeeb = opponent, gila = complaint ]
3. ham kahaaN...