Search results

  1. H

    Shayri-e-Dard

    Shaam Hote Hi Chiragon Ko Bujha Deta Hoon Yeh Dil Hi Kaafi Hai Teri Yaad Main Jalne Ke Liye Mujhe Bhulna Bhee Chaho To Bhulana Sako Ge Main To Palkon Pe Thahar Jaoon Ga, Aaansoon Kee Tarah Huwi Hum Se Ye Nadani, Kay Teri Mehfil Mein Aah Bethay. Ho Kay Zameen Kee Khakh, Aasman Se Dil Laga...
  2. H

    Shayri-e-Sharab

    Jise Saari Zindagi Apna Samjha, Woh Bewafa Nikli, Unki Yaad Aai To Unke Naam Se Hi Dil Behla Liya Raat Ko Bechain Hokar Jab Sharab Ki Boutal Uthai, Woh Khali Nikli, Humne Roshni Karke Boutal Ke Saaye Se Hi Dil Behla Liya
  3. H

    Life Cycle of IT Pro (keheta hai BUSY hoon.....)

    Jitendra Bhai, Eaisa nahee hai, Subah se le kar raat tak ( No time of leaving the office), Meeting and coding, Aur doosree bhai, yadi kaheen aap logic mai atak(Stuck) ho gaye to raat ko need bhee nahee aatee, sirf solution ke liye dimag chalta rahta hai, aur yadi solution dimag mai aa jaye to...
  4. H

    The Journey

    Mai bhe kuchh kahna chahyta hoon Nanhe Se Dil Me Aarmaan Koi Rakhna, Duniya Kee Bheed Mein Pahechaan Koi Rakhna; Achchhe Nahi Lagte Jab rahte Ho Udaas, In Hothon Pe Sada Muskaan Banaye Rakhna.
  5. H

    Shayri-e-Dard

    Zindgee Kee Pareshani Tab Aur Barhne Lagee Rooh Mohabbat Se Jab Eak Ummeed Karne Lagee , Hizar Ne Hamaree Soorat Kuchh Itnee Bigar Dee Maut Bhee Hamare Aab Ghar Aane Se Darne Lagee, Dard Ne Jane Kya - 2 Sikha Diya Hai Aab Isko Ankhe Hee Ashkon Kee Dekh Bhal Karane Lagee. Nindgee mai Jaan...
  6. H

    Guidance for carrer

    Please go through the following links for more detail http://www.winentrance.com/biotech.htm http://www.scholarshipsinindia.com/biotechnology.html http://www.ibab.ac.in/pgcourse.htm(For Post Graduate Course) Bioinformatics courses in India Undergraduation Courses (B.Sc/B.E/B.Tech...
  7. H

    Shayri-e-Dard

    Tamanna-e-ishq hum bhi rakhte hai... Kisi ke dil me hum bhi dhadkte hai... Na jane hume woh kab milenge... Jinke liye hum har roz Tadapte hai!!
  8. H

    Shayri-e-Sharab

    Saara Samandar Pee Liya, Phir Bhi Sharab Teri Pyaas Baaki Thi Sabko Saathi Banakar Dekh Liya, Sirf Ek Sharab Ki Kami Baaki Thi Saari Duniya Dekh Li, Ek Sharab Ki Jhalak Baaki Thi Khuda Ka Dar Bhi Dekh Liya, Ek Mehkhane Ki Gali Baaki Thi
  9. H

    Meri Tukbandi

    That's great Jakhar Bhai
  10. H

    Shayri-e-Sharab

    Jakhar Bhai, Ghar se jab idhar aaya tha, to soch ke aaya tha, Kuchh kama ke le jaonga, aab to easa lagta hai, yahan se bager kapde hee na jana pade. Shayri-e-Sharab likhte - 2 khud sharabee ho gaya hoon sir Jee
  11. H

    Shayri-e-Sharab

    Jitni Fursat Se Khuda Ne Us Haseena Ko Nahin Banaya, Utni Fursat Se Insaan Ne Sharab Ko Banaya Usne To Pyar Ko Bewafai Ka Naam De Diya, Sharab Ne Marte Dam Tak Mujhe Sahara Diya Kaash Husn Ko Bhi Insaan Ne Banaya Hota, To Bewafai Ka Nishan Tak Na Hota
  12. H

    Can u find any flaws??

    I Prove 3 = 2 Mail me the answer if you happen to find anything wrong... Can U Prove 3=2 * * * * *?? This seems to be an anomaly or whatever u call in mathematics. It seems, Ramanujam found it but never disclosed it during his life time and that it has been found from his diary . See...
  13. H

    Mirza Ghalib

    Dhanyabad Bhai
  14. H

    Mirza Ghalib

    Bhai Deswal Jee, Muje ye collection Mirza Ghalib Sahab ka mil gaya tha, Socha ki site pe post kar deta hoon, jinko acchha lagega pad lenge. Urdu, muje nahee aatee hai Bhai. Kuchh Galat laga ho to maaf karna Bhai.
  15. H

    Mirza Ghalib

    1. dil se teree nigaah jigar tak utar gayee donoN ko ik adaa meiN razaamand kar gayee 2. shaq ho gaya hai seena, KHushee lazzat-e-firaaq takleef-e-pardaadaari-e-zaKHm-e-jigar gayee [ shaq = crack/split, firaaq = separation, pardaadaaree = to...
  16. H

    Mirza Ghalib

    1. dil hee to hai na sang-o-KHisht dard se bhar na aaye kyoN ? royeNge ham hazaar baar, koee hameiN sataaye kyoN ? [ sang = stone, KHisht = brick ] 2. dair naheeN, haram naheeN, dar naheeN, aastaaN naheeN baiTHe haiN rehguzar pe ham, GHair hameiN...
  17. H

    Mirza Ghalib

    1. dil-e-naadaaN tujhe huaa kya hai ? aaKHir is dard kee dawa kya hai 2. ham haiN mushtaaq aur woh bezaar ya ilaahee ! yeh maajra kya hai ? [ mushtaaq = interested, bezaar = displeased/sick of ] 3. maiN bhee muNh meiN zabaan rakhta hooN kaash ...
  18. H

    Mirza Ghalib

    1. dhota hooN jab maiN peene ko us seem_tan ke paaNv rakhata hai zid se kheeNch ke baahar lagan ke paaNv [ seem_tan = silver bodied, lagan = a basin ] 2. dee saadgee se jaan paDooN kohakan ke paaNv haihaat ! kyoN na TooT gaye peerzan ke paaNv [...
  19. H

    Mirza Ghalib

    1. dekhna qismat ki aap apne pe rashk aajaaye hai maiN use; dekhooN, bhalaa kab mujhse dekha jaaye hai [ rashk = envy ] 2. haath dho dil se yahee garmee gar andeshe meiN hai aabgeena tundee-e-sahbaa se pighla jaaye hai [ andesha =...
  20. H

    Mirza Ghalib

    1. dard minnat_kash-e-dawa na huaa maiN na achchaa huaa, bura na huaa [ minnat_kash-e-dawa = obliged to medicine ] 2. jama'a karate ho kyoN raqeeboN ka ? ik tamaasha huaa gila na huaa [ raqeeb = opponent, gila = complaint ] 3. ham kahaaN...
Back
Top