Search results

  1. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Is baat ka kya matlab hai? Bade bade vaigyanik, jinhone shodh kiya hai, kah rahe hain pramaan ke saath ki Saraswati kahan se kahan tak chalti thhi. Nakshe diye ja chuke hain. Aapne bhi dekhe hain. Lekin umeed nahi hai ki aap ki samajh mein kuch aayega. Jab dimaag band ho aur sirf Saraswati...
  2. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Dhyaan to diya thha per chunki aap Rigved ke gyaani hain to jara Mandal aur sookta de dijiye jis se doodh aur paani alag kiya ja sake. Rigved Devnagari mein likha hai. Har koi padh sakta hai ki shlok mein saraswati aur ganga ka naam diya hai ki nahi. Wah Wah! Kya baat hai. Saraswati sookh gayi...
  3. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Vah! Ab yeh Vanki kaun hai? Kochcar ka rishtedaar? Iran mein Saraswati ka kya hua?
  4. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    To jara yahan Sanskrit ka shloka likh do . Yah uska mandal aur sukta number deyo.
  5. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Aap ek bahut badi bhool kar rahe hain. Kisi ko yeh ijajat nahin hai ki mool stotra mein jo likha hai use apne niji swarth ke liye apni manmaani se badal liya jaaye. Aap Kochhar ke be buniyaad tark ka samarthan kar rahe hain. Jab Avesta mein 10.67 yasht mein Saraswati ka jikr nahin hai to uuse...
  6. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Kabhi Kabhak mool stotra mein kya likha hai yeh bhi dekh lena chaiye. Isne yeh kaha, aur phalane ne voh aur dhikde ne teesra: yeh sab bekaar hai jab aapke paas mool stotra hai. Rigved ko shlok diya gaya hai: अधि बृबुः पणीनां वर्षिष्ठे मूर्धन्नस्थात् । उरुः कक्षो न गाङ्ग्यः ॥३१॥ Isme kahin...
  7. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Aapne aur kochhar ne to Avesta aur uske likhne aale bhi fail kar diye. Kocchar aur uske samarthat yeh kahawe ki Avesta ke likhne waalo ko yeh ni pata ki kaunsi nadi kahan thhi lekin Kocchar aur Kharab ko asliyat pata hai! Jara majaak nosh pharmayen Kocchar ke paper se: "The naditama Sarasvati...
  8. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Kuch nichod to prastut karo. Angreji mein likhya hai saara.
  9. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Ji haan padh chuka Kocchar ka paper. Kochar ko dher bawal uth ri. Ab jara yeh bhi bata do ki Hetumant se Saraswati kikkar ban gaya? Aap aur Rajpalji kuch salah karo yeh nahi karte? Thode samay pehle guruji khe rahe thhe ki Haraxaviti Saraswati ka naam Iraniyon ne diya aur ab aap use Hetumant...
  10. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    http://2.bp.blogspot.com/_QzuDVa8LK28/TEwznOjL6iI/AAAAAAAAAH0/IsCSFxtD32w/s1600/sarasvati.jpg Yeh Naksha Professor Yashpal dwara banaya gaya tha. Yeh UGC ke chairman thhe aur LANDSAT imaging satellite dwara is nakshe ke liye shodh kiya gaya thha. Isme aap swayam gin lijiye kitni tributaries...
  11. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Kya kuch confidence mein kami najar aa rahi hai? Apni baat Ravi ne achi prakar se vyakt ki hai. Yane Avesta mein Saraswati nadi ka koi ullekh nahi hai. Aap koi shlok Avesta se kyon nahi dhundhte ? Yeh betuki baatein aap jaise buddhivjivi kyon kar rahe hain?
  12. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Ji. Kuch Sanshay hai? Yamuna Saraswati mein milti thhi lekin kisi haalan ki vajah se yamuna purva ki aur mud gayi aisa vaigyanikon ka maan na hai.
  13. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Niminlikhit mein aap ko kya samajh main nahi aaya jo aap aise atpate sawaal puch rahe hain? Hindi to kaafi spasht lihki hai neeche! Katai Nahi. Aapko Avesta ka reference samajh mein nahi aaya hai. Ho sakta hai Ravi Chaudhary ka lekh aap ki samajh mein acha aaye to jara nosh pharmayen...
  14. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Aap phir apni wohi baat do raha rahe hain. Saaf likha ka ki Iranyion ke bhagwan ne "jameen" yani land ka nirmaan kiya. Aapko Avesta se aise shlok ka reference dena hai jisme Saraswati nadi ka kuch roop jhalkata ho jaise ki: vo behti hai, ya usme baad aati hai, yah veh samudra tak milti hai...
  15. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Bahut khoob! Lage raho bhaanje Dilli door nahi!
  16. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    aap ke anusaar "solid evidence" kya hai? Falane ne kaha diya ya dikhede ne kaha diya to ho nahi sakta. Mool stotra ko hi maan na padega yani Rigved aur Avesta. Ek taraf Rigved hai jisme aneko jagah Saraswati nadi ka bahut sundar varnan hai. Aur doosri taraf Avesta hai jisme ek bhi jagah...
  17. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Aap sawal puuchiye unpe jo aapke man mein sanshaye hain. Thali baith ke nahin kaam chalnega. Thopne ka koi matlab nahi. Ajaad desh hai Bhaanje jo jiski marji woh soch sake. Parantu aap yeh bataiye ki saare avesta granth mein ek bhi jagah Saraswati nadi ka ullekh nahi hai. Isse aap kya...
  18. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Kya aapko Kocchar ke dwara diye gaye shlok mein Iran ka koi jikr mila? Ya aap professor sahab ki copy paste se impress ho chuke hain?
  19. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Yeh Issue bahut pehle reconcile ho chuka hai bas kamaal yeh hai ki sirf aap ko nahi maloom hai? Kya aapne yeh naksha dekha hai: (jo pehle bhi post kiya ja chuka hai!) http://www.ghumakkar.com/wp-content/uploads/2010/03/map2.jpg Isme jo kaale bindu hai wahan vaigyanikon ne khudai ki hai...
  20. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    63 or 64 mein Avesta se koi shloka nahi diya gaya hai jo yeh bataye ki Iran mein koi Saraswati nadi thhi. Aap phir dhuppal pila rahe hain. Kab tak? Rahi baat Ravi ki aap jathistory ke message padh lijiye pichle chaar paanch din ke. Unhone Avesta ka addhyan kiya hai aur unhe bhi Avesta mein...
Back
Top