Search results

  1. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Katai nahi. Jo aapne likha hai veh Ravi Chaudhary ne kayi din pehle likh diya thha. Shayad aapne padhne ka kasht nahi kiya. Nichod yeh hai ki Saraswati nadi ka kahin koh naam nahi hai : "The tenth of the good lands and countries which I, Ahura Mazda, created, was the beautiful Harahvaiti"...
  2. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Aapki post 730 or 731 mein Iraniyon ke granth Avesta se saraswati nadi ke baare mein kisi shloka ka koi jikar nahi hai. Yeh kisi Roy jaise buddhijivi ki analysis hai jise aap yahan sab logon ko befizool mein sach maan ne ke liye kah rahe hain. Yeh aap bhi acche se jaante hain. Kyon aap yeh...
  3. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Upar likhe hue mein kya aapki samajh mein kuch nahi aaya ki jo aap nimanlikhit copy paste kar rahe hain? Isme aapko kahin Iraniyon ke granth Avesta ke shloka ka jikr dikhai de raha hai jisme Saraswati nadi ke baare me likha hai? Aap kyon ek bebuniyaad jooth ko baar baar doraha rahe hain...
  4. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Kya aap mool stotron ke shodh mein vishwas nahi rakhte hain? Bura mat maaniyega ya ek jhooth ko sau bar dohrane se aap soch rahe hain ki sach maan liya jayega? Dason baar aap se kaha gaya ki saraswati nadi ka avesta se kuch pramaan dijiye. Aaj tak nahi diya. Ab jara Ravi Chaudhary ke is lekh ko...
  5. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Bhanje jara yeh bhi batla do ki kocchar uncle is shlok me अम्बितमे नदितमे देवितमे सरस्वति । kis bal buute per kah rahe hain ki yeh Saraswati helmand mein thhi?
  6. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Baat do char aur das bees ki nahi hai. Baat aapke tark ke logic ki hai aur iske liye ek shlok bhi kaafi hai. Kya aap Rigved ke nadi sukta shlok se wakif hai (10.75)? Ishe padh kar aapko in nadiyon ke sthan ke baare mein kya nishkarsh nikalta hai?
  7. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Kochar katai bawala hai. Ek taraf to yeh kahwe ki arya bharat mein 1500 BC ke baad aaye aur uske viprit vaigyank yeh bata rahe hain ki 1900 BC mein saraswati nadi katai sookh gayi. To is bawale se koi yeh puuche ki iran se aane wale aryon ne ek sookhi hui nadi ka naam saraswati kyon dhar diya...
  8. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Dhakad likha ha aapne! Dhanyavad Raviji ke lekh ke liye. Sanshay koi hai nahi ki iran ki nadi bharatiya saraswati kabhi thhi ya hogi. Yeh be buniyaad batein aryan invsion theory maan ne waale kar rahe hain.
  9. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Malecha aur Yavana Arya nahi thhe kyonki unhone aryon ka acharan chod diya thha.
  10. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Yeh aapki bahut umda shodh hai ki mandal 6 main Ganga, Yamuna aur Saraswati ka hi ullekh hai. Vastuta yeh chhetra hi Bharatiyon Aryon ka krida kshetra thha. Isi wajah se Divodas ke pitah ne Saraswati ke tat per puja kar ke putra prapti ki aur yamuna ke tat per unki aur unke ladke Divodas ki...
  11. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Jo shabd lal rang mein kiye gaye hain uska kya pramaan hai? Avesta mein yeh likha hai kya? Kripa kar ke reference dijieyga. Doosra: chuki aap Iran ko in aryon ka homeland maante hain (halaki iska saboot koi nahi hai) to jara yeh bhi bata dijiye ki kaun se san/saal me yeh log Iran se uth kar...
  12. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Aap bahut jor de rahen hai ki ek saraswati iran main hai. Jise angrezi mein kehte hain benefit of doubt voh aapko diya jaa raha hai kyonki kya pata aap sahin ho? Udharan aur pramaan to apne diya nahi ki avesta mein kahan likha hai ki unki nadi samudra tak pahunchi aur divodas ka janam saraswati...
  13. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Aapne kuch galat samajh liya. Mera ek prashan hai apse aur Kharbji se ki Saraswati nadi ka ullekh Iraniyon ke granth se deven. Doosri baat main yeh hargij nahi kah raha hoon ki bharatiya arya iran se aaye. Sirf itna kaha tha ki jab bharat ki Saraswati nadi mein paani kam hua to uske aas paas ke...
  14. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Seedha sa kaaran hai Saraswati nadi ke tootne aur sookhne se pehle yeh nadi sabse jyaada pooji jaati thhi. Jo maine nakhsa diya hai use jara samajhiye. Jab is naadi mein paani sookh gaya tab arya log doosri nadiyon ke dhore jakar basne lage aur ganga ki mehttavta badhne lagi. Main kaise...
  15. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Uncle ji manghadant baate tikti nahi. Pramaan tikta hai jo aap dete nahin.
  16. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Bilkul aisa hi hai. Shlok mein JITNI nadiyAn hai we sabhi aaj bhi apne usi sthan pe hain jo Rigved mein likha hai. To kya kaaran hai ki sirf Saraswati ki jagah galat hai? Aapko ghaggar nadi ki jyada jaankari hai nahi. Thoda vaigyaniko ke lekh padhe to shayad fayada hoga. Khair aap is nakshe ko...
  17. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Kya Rigved ke likhne wale itne anaari samajh rakhe hain ki weh ek johad ko samudra likhenge? Rigved ki saraswati samudra tak pahunchti hai. Iran ki nadi johad mein girti hai. Dono barabar kaise ho gayi? Aap ne sahi addhyan nahi kiya. Rigved mein saraswati ke tootne ka koi jikar nahi hai. Aur...
  18. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Jara yeh batayen ki Avesta mein Saraswati kitni baar likhi milti hai? Uska route kya tha? Kya veh parvat se samudra tak pahunchti hui likhi hai? Agar nahi to dono Gramthon ki Saraswati alag alag jagahon per thhi. Bharat wali bharat mein aur Iran wali Iran mein. Jo ek Saraswati ko doosri jagah...
  19. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Buddhijivi jo Iran main Saraswati nadi ka hawala de rahe hain aur Kocchar, Bhargava ityadi ke copy paste ko sarvopari maan rahe hain jara padhne ka kasth karein: http://koenraadelst.bharatvani.org/reviews/kochhar.html
  20. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Bahut jabardast chutkula choda hai aapne. Khair baat aapki katai galat hai.
Back
Top