Parantu aap ab tak diye gaye tathyon ko kyon nahi maan rahe hain is vishay per kuch prakash daliyega. Aur tathya prastut karne ka kya fayeda?
Rigved mein diye gaye shloka prastut kiye ja chuke hain. Unme aisa kya hai jo abhi tak aap ke man mein sanshay bahaye hue hai?
Kya aap saraswati, jamuna...