bhai thamne kuch nai karna.............apni sugggesion di to thi.........arr dharohar ke baare me bhi btaya tha.........
kisi ne va post dekya ya nahi??????
bhai aap ne uska dil kb dekh liyaa???????
n ye to thik baat nahi hai naa ke vo sb kuch bina dekhe bol deti hai....
hame dusro ki feelings ka bhi to dhyan rakhna cahiyee...ye to dekhna cahiye ke hamari kahi baat dusro ko hurt na kar de....
n have you seen big boss 2?????
n moreover every time...
jo log gym karna chave hai,,,unke liyee ek salah hai........
bhai agar gym start kr rahe ho to contineously karna,,,,nai to baad me kai bimaria lg jati hai......
skin dhili ho gati hai....
bhai kahan gayee saare.....
museum ke thread ka dhyan to rakh ni sakte..........museum ka kaise rakhogee.........
koi is thread ko bhi dekh liya karoo...:rock:rock