Dedicate few lines to a Legendary Revolutionary Man, Pandit Chandra Shekhar "Aazad" :-
Jo bhi likhana kissa – e – aabaad likhna,
Dil kee Qalam se naya inqilaab likhana.
Dekh na paaye beshak hum aazadi magar
Par thi iss dil k ye tammanna betaab likhana
Kar diya hai aagaz, jo pahuche anzaam tak...