Yeh avashyak hai ki aage badhne ke liye ek ek kar ke cheejo ka nivaran kiya jave. Udharanarth Roy ji ka Divodas ko Irani batana ek abhut badi baat hai. Rigved ke shlok ka is baat ko khandan karna us se bhi badi baat hai. Jab tak is vishay ka samadhan nahi niklega aage kisi baat per vichaar karna...