Search results

  1. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Dekhiya ek bahas me garmi khaane ki koi jaroorat nahin hai.
  2. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Kya aap vigyan ko nahin maante hain? Bhugarbh vaigyanikon ki baat per aapko kyon sandeh hai?
  3. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Aap kuch praman dijiye ki ki aapke ke pass aisi kaun si research methodology hai jiske madhya najar aap bold me likhe hue shabd kah rahe hain .
  4. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Rigved ka sankalan jab bi hua us ke baad usay bahut aitihat se panditon ne yaad rakha. Bahut jabardast bhasha vigyan ki takniken apnayi gayi jiske kaaran is kitab me ek svar ka bhi antar nahi aaya. Chunki yeh kisi press mein to chapi nahin thi iska kaal iske andar di gayi bhogol ki jaankari se...
  5. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Jats Gujar aur Jat Pathan ke baare me padhne ya samjhne se kya haasil hoga aap kuch vistar se batayen. Puri baat samajh mey nahin aayhi.
  6. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Iska koi pramaan nahi hai.
  7. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Asura senior thhe aur pehle raja bane yeh kaunse granth se liya gaya hai? Iska pramaan kya hai? Jaisa ki anek baar kaha ja chuka hai ki rigved ki rachna 3000 BC se pehle hui to aap yeh batayen ki isme Budh aur Jain dharam ka varnan kaise mil sakta hai? Kya aap maante hain ki Buddh aur Mahavir...
  8. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Aap inhe karambadh padhiye: http://www.jatland.com/forums/showthread.php?35324-Chronology-of-Indian-History-Newer-discussions&p=332395&viewfull=1#post332395 http://www.jatland.com/forums/showthread.php?35324-Chronology-of-Indian-History-Newer-discussions&p=332016&viewfull=1#post332016...
  9. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    To aap baataiye ki aap kehna kya chha rahe hain? Aap kaunse inxcription ki baat kar rahe hain aur yeh kab likha gaye?
  10. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Agar aap Rigved padhenge to shayad aap samajh jayenge ki ho kya raha hai. Bharat mein bahut se Dharm utpan hue jinka vajood Vedic dharm ki kaat karna tha. Udharanarth Bodh, Jaini, Carvaka, Zarathushtra ke dharm jaan boojh kar vedic dharm ke viprit thhe. Isme jyada sanshay nahin hai ki Iran ke...
  11. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Dono ladai Sudas ne ladi. Navin ne Ravi nadi ke upar ladi gayi ladai ke upar prakash dala hai. Dono ladayian Rigved ke samay mein hui hain aisa pratit hota hai. Yamuna ke upar ladai aur Ravi ke upar ladai dono hi Rigved me likhi hui hai. Puranon tak pahuncne me ghaal mel ka matlab hai ki...
  12. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Aap majaak kar rahen hain ya yeh ek sawaal hai?
  13. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Iraniyon ke inscxription kaunse saal mein likhe gaye? Kis aadhar per aap kah rahe hain ki Iraniyon ke inscxription Rigved se pehle likhe gaye?
  14. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Aapki baat bahut sahi hai. Agar aaj bhi dekha jaaye gaon mein kaha jaata hai:"ise to katai soor hi nahi hai" artharth jis vyakti mein mein kuch bhi budhimani ya acha acharan na ho. soor ke aage "a" lagane se ban gaya asoor. Vedon mein jis ladai ka varnan hai veh das rajaon ki ladai hai jo Ravi...
  15. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Aapne jo jaankari bogaj kai ke aryon ke baare me di thi unki lipi.
  16. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Aapki baat kuch samajh mein nahi aayi. Kaunse issue ko revise kiya hai?
  17. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Aapki baat sau partishat sahi hai. Vakai me agar yeh arya bahar se aaye hote to inhone apni lipi mein bharat aakar likhna kyon choda?
  18. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Aap in tathyon ke dekhen: In RV 7.95.1-2, the Sarasvati is described as flowing to the samudra, The first reference to the disapparance of the lower course of the Sarasvati is from the Brahmanas, texts that are composed in Vedic Sanskrit, but dating to a later date than the Veda Samhitas. The...
  19. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Bhu garbh vaigyanikon ke anusaar Saraswati nadi 3000 BC ke aas paas tutni shuru ho gayi. 1900 BC tak pahunchte pahunchte yeh nadi behni band ho gayi. Rigved mein Saraswati nadi ke tootne ka koi jikar nahi hai. Isme likha hai ki yeh nadi pahadon se samudra tak bade veg se chalti hai. Isse to yahi...
  20. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Yeh shabd ek billi ne kahe chuujo ko khane ke liye aur ek lomdi ne kahe ek hiran ko khaane ke liye. Artharth vasudhev kutumbakam ek bahana tha dusre ko bewkoof banane ke liye. Ise aur kisi tarah nahi samjha ja sakta.
Back
Top