Search results

  1. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    To jara pata karwaiye ki Dilli ke loh stambha ko kab banvaya gaya tha.
  2. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Saari kitaab indra ke shloko se bhari padi hai. Aap kaun se shloka ki baat kar rahe hain? shloka ka number aur mandal ka number dijiye.
  3. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Pehle aap apna mat Rigved ke Divodasa se sambhandit shloka per dijiye. Adhaar hi agar galat hoga to imaarat to giregi hi.
  4. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Matbal yeh pucha thha ki kya yeh shodh shastri bata sakte hain apni shodh ke dwara ki dilli ki killi kitni purani hai?
  5. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Bahut abhari honge aapke agar yeh aap post karein. Kya aap is paper ke likhne wale scholar se puuch sakte hain ki delhi ka iron pillor inke shodh se kitna purana hai?
  6. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Aapki baat se isliye sahmat hoon ki kayi baar purani kitabon mein us samay tak simit anusandhan ki jaankari milti hai. Chunki vaigyanik aur anya buddhijivi nit naye shodh karte hain isliye nai samagri per dhyan dena bahut jaroori hai. Khas kar Rigved aur anya bhartiya granthon ki tarikh ko le...
  7. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Apki baat sahi nahi hai. Sawal isliya pucha ja raha hai kyonki aap unka hawala de rahe hain jinhone kai dashak pehle likha tha aur unka anusandhan naye anusnadhan ne palat diya hai. Jaisa ki pehle bhi kaha hai ki Saraswati nadi Rigved mein Samudra tak bina tute pahunchti thhi. Baad ki kitabon...
  8. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Inhone to vigyan ko katai fail kar diya hai. Agar aap bhu garbh vaigyanikon ke addhyan se avgat honge to pata chalege ki 1320 BC ki tarikh Rigved ki rachna ke liye katai galat hai. Samajh mein nahi aa raha hai ki aap vaigyanikon ki av maan na kyon kar rahe hain.
  9. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Aap kuch theek sey nahi padh rahe hain kyonki aapke prashan ka uttar kai din pehle diya ja chuka hai: http://www.jatland.com/forums/showthread.php?35324-Chronology-of-Indian-History-Newer-discussions&p=333779&viewfull=1#post333779 " Dikkat hai ki Roy ji ne divodas ke janam ke varnan ko andekha...
  10. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Kamal ki baat kar rahen hain aap. Refernce to bahut din pehle diya ja chuka hai. Yeh alag baat hai ki aap maan na nahi chahte hain kyonki aapki central asia ki theory kuch khatai mein pad jaati hai. Divodas ke janam ko lekar Rigved ka shloka jo Roy ke tark ka khandan karta hai...
  11. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Aap ke dwara Shri Roy ka kathan ki Divodas dynasty Iran ki thhi ka Rigved ke shlok se khandan kiya ja chuka hai. Aap aur kis contradiction ki baat kar rahe hain? PGW ka aryan logon se koi lena dena nahi hai yeh bhi saabit kiya ja chuka hai. Rigved me ladai mein bhaag lene wale Caspian sea se...
  12. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Yeh avashyak hai ki aage badhne ke liye ek ek kar ke cheejo ka nivaran kiya jave. Udharanarth Roy ji ka Divodas ko Irani batana ek abhut badi baat hai. Rigved ke shlok ka is baat ko khandan karna us se bhi badi baat hai. Jab tak is vishay ka samadhan nahi niklega aage kisi baat per vichaar karna...
  13. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Apko Divodas ke reference mein kya galti lag rahi hai? Shloka ki Sankhya di gayi hai. Rigved mein jo baat di gayi hai voh Roy ji ki baat ka khandan karti hai. Aap ka is Divodas ke vishay per kya tippani hai?
  14. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Roy ji ka hawala dete hue pehle aapne yeh likha: "S.B. Roy on identification of the 'locale' of the battle ground where Divodasa dynasty contested for supremacy against their rivals says: ''The whole of the Aryana [from Zagrus to Yamuna and from Turan to Arab(ian) sea] was the habitat of...
  15. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Jitni akal hai uske anusaar to 552 padh li hai. Magar sanshay yeh hai ki kya ham Rigved ke rachnakaron ke muh meh shabd dal sakte hain? Agar unhone Caspian sea ka jikar nahi kiya to aap aur main kaise kar sakte hain?
  16. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Theek hai. Mere hi padhne mein galti rahi hogi. To ab aap yeh bataiye ki kaunsa Rigved ka shlok aapke is kathan ka samarthan karta hai ki Caspian region tak ke log is ladai me lade: "people living between ...... and Caspian sea region participated in the battle ".
  17. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Apne kaha: "These verses clearly show that group of people known as Aryans [ and several other tribes too] residing in the vast stretch of Saraswati-Caspian region" Main kaha:"Kaunse shloka mein kaha gaya hai ki ladai caspian sea ke pass hui?" Aap kaha rahe hain: Main phir pooch raha hoon...
  18. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Kaunse shloka mein kaha gaya hai ki ladai caspian sea ke pass hui?
  19. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Aapka bahut dhanyavad. Aap ne jo yeh shlok dundhe hain kya unka anuvad bhi diya gaya hai? Aapka in shloko se kya nishkarsh hai?
  20. R

    Chronology of Indian History --Newer discussions

    Rigved me ladai se talluk rakhne waale shloka prastut kiye ja chuke hain. Kya unme aapko kahin par Saraswati se Caspian tak ladai najar aayi? Mujha to aayi nahin. Chunki aapne bhaut bade bade vidvanon ki kitabein padhi hain aur aap unka samarthan karte to hum sab anaari logon ki jaankari ke...
Back
Top