Kya kar sakte hai hum...
Is Thread ka maksad sirf yahi tak simit nahi hai or bhi bahut kuchh hai jaha hume sudhar karne hai.
pariwar,Jati,samaj,Rajya phir desh in sabhi ke liye hum kuchh na kuchh achha karne ki koshish karenge hum
Abhi bahut kuchh baki hai jo hum yaha discuss kar sakte hai...