Aise hain hmare desh k Neta....
Lagate hain Deshbhakti k naare....
Bharashtachaar me doobe hue hain ye saare....
Hoti hai jo desh me ghatna....
Kehte hain Videshi haath hai....
Sarhad pe khoon bhaye jab Sainik hmare....
Shabaashi inko mile jaise khud hi lade ho bechaare....
Apne Desh ka...
इंडिया की राजनीति में मचा हुआ घमासान है
लोक सभा की सीट ही जैसे हर नेता का अरमान है
टिकेट पाने होड़ में रिश्ते नाते भूल रह्रे है
पुरानी पार्टी छोड़ कर नए गठबंधन जोड़ रहे हैं
महाराष्ट्र हो या बिहार हर रिश्ते पड़ी दरार
वोट पाने की चाह में कर रहे एक दूजे पर वार
Pinjre me bulbul ki jindgani bhi dekhi....
Kaanton me ek gul ki jawani bhi dekhi....
Har pal dard ka ek naya mod leti...
Mohabbat ki kasmin kahaani bhi dekhi....
Mere ishq ko thukrane se thik pehle...
Tere lab ki dilkash pareshani bhi dekhi....
Har baat ka koi jawab nahi hota...
Har Ishq ka naam khraab nahi hota...
Yun toh jhoom lete hain nashe me peene wale...
Magar har nashe ka naam Sharaab nahi hota....
Zindagi tasveer bhi or taqdeer bhi hai...
Fark toh bas rango ka hai....
Mann chahe rango se bane toh tasveer...
Aur anchahe rango se bane toh taqdeer....