Bhai chinta met kariye, ek dinn jaroor wapis chalege.Mune bhi sabki yaad tha tha ker patke sai.woh gaav, who bajre ki roti, who khet mein sisam ka paidh, who tubebell, shaam ki high school mein kho-kho or kabaddi, dadi ke dhund ke ladoo, tamater, tarbooj or bindi ki kheti, anaj kaadte tracter...