Taaja Taaja Sher likha hai, Pesh-e-kidhmat hai :)
dil main hamary bhi armaan bahut hain
phir yeh basti itni veeran kyun hain
mumkin hai banjar ho meray dil ki zameen
varna khilanay ko, toh baghban bahut hain
aisa nahin ki dil main hamaray pyar na ho
per shayad unhay phir, aaj kaam bahut hai...