Musaffir K Rasstey Badltey Rahey
Muqader Main Chalna Tha Chaltey Rahey
Koi Phool Sa Haath Kandhey Pay Tha
Meray Paaon Sholon Pay Chaltey Rahey
Main Rasttey Main Uljha Raha
Diyey Uski Rahoon Main Jaltey Rahey
Woh Kiya Tha Jissey Hum Ney Thukra Diya
Mager Umer Bher Haath Maltey Rahey...