sahi kaho so bhai, aaj to mein bhi nahin ja paya, lekin kal jaroor jaunga, Bhaiyo, mera sabse nivedan hai ki sab sadkon pe utrain or desh ke liye apna jajba dikhayein, Ravinder bhai sahi kah rahe hain ki "Net se kuch nahin hota, kuch karne se hi hoga