bilkul sahi kaha ....haryana me bhi kisaan aandolano me kisaano ke saath hamesha aisa hua hain ...chahe wo Bhajan lal ke raaj me kaadmaa goli kaand ho , Bansi lal ke raaj me mandhiyali goli kaand ho ya Omprakash chautala ke raaj me Kandela goli kaand ho ...pahle to kisaano ki aawaj uthaate hain...