Sahi kaha bhai deepak jo rakhna chahe rakhe or jo naa chahe naa rakhe.waise hai to ye sab bekar ki baate aaj subah jab mai office aa raha tha to raaste mai 1 accident ho raakha tha,sardar tha 1 maatha foota pada tha us bechare ka.Ban gaya uski wife ka te karwachauth