Duniya mein koi jaat esa nahi he jisne churma na khaya ho. Meri naani to hame baajre ki roti or gurh ka churma bana kar khilati thi. Ghee itna ki pichkariyan nikalen. Nana jab bhi dilli aate the, kam se kam 2 kilo churma lekar aate the jise hamare padosi bhi kha kar haryana ke khan paan ka gun...