Search results

  1. R

    Foreign Invasions on India in Medieval Times - Causes, Events and their Impact

    Dharam badhana jyada sahi kaaran tha na ki jo aap likh rahein hain: Sawal yeh hai ki kya kaaran hai ki duniya bhar me log sach ko sach nahi keh rahe?
  2. R

    Foreign Invasions on India in Medieval Times - Causes, Events and their Impact

    Yeh saaf tha ki aathvi shatabdi ke baare me ravi ka sawal tha. Aji original manuscript ki koi tarikh bhi to hogi ya original manuscript pichle saal likhi gayi thhi? Aap ka kathan aisa jata raha hai ki yeh "original" 712 AD ke ore dhore hi likhi gayi thhi.
  3. R

    Foreign Invasions on India in Medieval Times - Causes, Events and their Impact

    Ajeeb baat hai. Aapne likha hai upar: "Those who are interested to read full text of this battle in Chachnama can do so by reading its English Translation published a few years ago by Aligarh Muslim University where copy of original manuscript is also available." Ravi ne sirf aapse pucha ki...
  4. R

    Positive influence of Islam on Dharmic Society( Vedic/Hindu/Jian/Buddhist/ Sikh)

    Aap Hinduon pe kya acha kiya gaya uske baare me puuch rahe hain. Kya in akrantaon ke saath acha hua veh bhi likha ja sakta hai kya? Udharanaarth chungej khan ke log tambu gaad kar khule maidaan mein sote thhe. Jab inki nasl ke log mughal khailane lage aur bharat pe aakraman kiya tab yahan ki...
  5. R

    lekh hataya gaya

    Doodh ka doodh karne ke liye Dr Jhangu mere lekh jo unhone hataye hai unhe prastut karein aur unhe padhne ke baad aap aur anye sabhi apna vichar rakhe ki galti kiski hai. Aam taur pe jis thread mein Dr Jhangu vad vivaad kar rahe hote hain unme inhe moderation ka adhikaar nahi hona chaiye. Kyonki...
  6. R

    lekh hataya gaya

    Bhai Vinay yeh sab Dr jhangu ka hi kriya kalap hai. Unki 3 baatein udharan dekar galat saabit kar di thi isi liye chide behte hain. Yeh unka koi tarika nahi hai pesh aane ka. Ummeed hai ki anye moderator bhai unke is durvyahar ko rokenge. Aapke samarthan ke liye mein krtayag huun. Aapka Bhai
  7. R

    lekh hataya gaya

    Moderator Dr Jhangu misbehaviour Doston, Do din se mein yeh likh raha hoon ki Dr Jhangu mere lekh hata rahe hain bina koi kaaran diye. Kya yeh uchit hai? Yeh tanashahi dikhti hai. Agar unhe lekh se kuch dikkat to forum me us par bhas karein. Kya anya moderator bhai unke dur vyavhahar ko...
  8. R

    lekh hataya gaya

    Doston, Kal raat mein do lekh likhe te history thread mein. Aaj subah shayad Jhangu ji weh hata diye. Mein janana chahata hoon ki aisa kyon kiya gaya. Dhanyavad Ranbir Agar aap ka bhi koi lekh hataya gaya ho is jagah likhen
  9. R

    Foreign Invasions on India in Medieval Times - Causes, Events and their Impact

    Aapka bahut dhanyawad. Jyada kuch to nahi pata hai thoda baut padha hai.
  10. R

    Foreign Invasions on India in Medieval Times - Causes, Events and their Impact

    Aapki baat sarasar galat hai. Angrejon ka koi lena dena nahi hai. Mughal apni kitabon mein jagah jagah per likh rahe thhe ki unhone kai martaba hinduon ke khilaaf zeehad chedi. Ek Udharan saamne hai babur ki jivani se. Aap is tarah se sach ko kaise tod marod sakte hain?
  11. R

    Foreign Invasions on India in Medieval Times - Causes, Events and their Impact

    Aap kaisi baat kar rahe hain? Mughalon ne zeehad chedi woh zeehad nahi ho sakti. Aaj terrorist zeehad ched kar saari duniya me logon ko pel rahe hain woh zeehad nahi ho sakti. Yeh kaisa majaak hai?
  12. R

    Foreign Invasions on India in Medieval Times - Causes, Events and their Impact

    Acha chutkula hai. Aise hi saari ka duniya ke bekoof banaya jaa raha hai.
  13. R

    Foreign Invasions on India in Medieval Times - Causes, Events and their Impact

    Aap ka tark tha ki babur ki ladaai hindustaan me zeehad nahi maani ja sakti kyonki usne mussalman maare thhe. Aapki yeh baat galat saabit ho chuki hai. Doosra aapka tark thha ki babur sharaab pita tha isliye woh sacha mussalman nahi tha aur uske dwara ladaai zeehad nahi maani jaa sakti. Yeh...
  14. R

    Research on history of Jat clans

    Bahut prayas karne ke paschat bhi kuch tathya saamne nahi aaye. Kya Taya bhai yahan maujood hain?
  15. R

    Foreign Invasions on India in Medieval Times - Causes, Events and their Impact

    Yeh baat thodi atpati hai. Agar Babur syavam ke aakarman ko zeehad keh raha hai to aap uski kaise avmanana kar sakte hain? Kahin aisa to nahi aap zeehad na samajhate hon aur Babur samajhta ho? Kya yeh aap pathanon aur mughlon ke sandarbh mein kah rahein hain?
  16. R

    Foreign Invasions on India in Medieval Times - Causes, Events and their Impact

    Mussalman log hinduon ke khilaaf aur anye dharmon ke logo ke khilaaf aam tor pe zeehad chedte hain. Lekin ek sachai yeh bhi hai ki woh aapas mein ek doosre ke khilaaf bhi zeehad chedte hain. Pathanon ne mughlo ke khilaaf zeehad chedi thi san 1672 mein. Udharanarth: "A rising of the Yusufzais in...
  17. R

    Foreign Invasions on India in Medieval Times - Causes, Events and their Impact

    Aapka prashan bahut sahi hai kyunki aisa lag raha hai ki Dr Singh pratyaksh ko maanana nahi chaha rahe hain. Ek aur udharan: `In Muhammad bin Qasim�s first successful foray into India, as recorded by al-Biladuri and Muhammad al-Kufi (in Chachnama): at Debal, �the temples were demolished, a...
  18. R

    Foreign Invasions on India in Medieval Times - Causes, Events and their Impact

    Aapka prashan bahut sahi hai kyunki aisa lag raha hai ki Dr Singh pratyaksh ko maanana nahi chaha rahe hain. Ek aur udharan: `In Muhammad bin Qasim’s first successful foray into India, as recorded by al-Biladuri and Muhammad al-Kufi (in Chachnama): at Debal, ‘the temples were demolished, a...
Back
Top