Search results

  1. S

    Shayri (Continued)

    Kya Hasino Se Dil Lagate Ho, Kabhi Zindagi Ka Maza Bhi Uthaiye..... Pyar Milna, Nahi Milna, Kismat Ke Haath Hai, Kisi Ko Itni Jaldi Na Khuda Banaiye..... :angel:
  2. S

    Shayri (Continued)

    Humne Bhi Dekhe Hain Barbadi Ke Daur, Zindagi Kaanto Par Basar Ki Hai..... Yeh Mein Nahi Kehti Yaar Mere, Yeh To Dastaan Jigar Ki Hai…..
  3. S

    Shayri (Continued)

    मुझे ज़िंदगी का इतना तो तज़ुर्बा नही.... पर सुना है लोग सादगी में जीने नही देते....
  4. S

    Shayri (Continued)

    यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया.... के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए....
  5. S

    Shayri (Continued)

    Kagaz ki kashti thi paani ka kinara tha.... Khelne ki masti thi dil ye aawara tha..... Kahan aa gye is samajhdari ke dal dal mei.... Vo nadaan sa bachpan hi sabse pyara tha.....:(
  6. S

    Shayri (Continued)

    Humare katl ko meethi zubaan hi kaafi hai.... Ajeeb shaks hai jo khanjar talaash karte hai....;)
  7. S

    Shayri (Continued)

    तुम कुछ ना कर सकोगे मेरा..... मुझसे दुश्मनी करके, मुहब्बत कर लो मुझसे अगर मुझे मिटाना ही चाहते हो....
  8. S

    Shayri (Continued)

    kya baat h Prikshit.... lagta h Ghalib ne aapko bhi shayar bna diya..... :applause:
  9. S

    आज का सुविचार !!!!!!!!

    गलतियाँ नहीं , समाधान ढूंढे|
  10. S

    आज का सुविचार !!!!!!!!

    सफलता के मार्ग पर कोई बिना एक-दो पंक्चर के नहीं चलता|
  11. S

    Haryanvi Jokes

    Ek shehri babu ek gaon ke mollad se rasta bujhan lagya.... Mollad bolya, "Nu kar tu yahan te khabhe ne ho liye aur aage jake sajje ne." Babu bolya, "Bhai sahab mein aap se aap aap karke baat kar raha hun aur aap mujhe tu tu bool rahe ho... Mollad bollya, "Pher ke tanne bapu bolun?" :stupid:
  12. S

    Haryanvi Jokes

    Ek mota sa seth ka chhora doosre chhore ke upar chaddha bethya aur usne dhad dhad chhetan lag raya aur saath mein jor jor sey ron lag rya tha. Rah chalde aadmi ne bujya... "Re seth chhetan to tu isney lagrya pher rovey kyun hai?" Seth bolya, "Main is khatar ron lag rya ke jeeb main uthunga to...
  13. S

    Haryanvi Jokes

    Teli aur jat ki is baat pe kaha suni ho gayi ke kaun ghana syana se. Dona ke beech shayari ka muqabla ho gaya. Pehelan teli ki baari thi. Usne sunaya, "Jat re jat, tere sar pe khat." Jat ne apna dimag top gear main thok diya aur bolya, "Teli re teli, tere sir pe kohlu." Teli bolya, "Arre jat...
  14. S

    Haryanvi Jokes

    Lugaai: Baazar me jande hoye... Aaj toh tu katayi madari lagan lag rhya hai... Aadmi: Jiske gela tere jissi bandari ho... Wo madari nhi toh ke D.C. lagega.....;)
  15. S

    Haryanvi Jokes

    Bapu: Bete darr na tu sher ki aulad hai... .... .... .... Son: Haan bapu class me master bhi nue kehve tha, .... Tu kisi janwar ki aulaad hai.... ;)
  16. S

    Haryanvi Jokes

    Buddha:Beta meri door ki najar kamjor ho gi, chasma lagana padega... Appu:Bapu oo ke chimke hai?? Buddha: Sooraj Appu:Or kitni door dekhega bapu.... ;)
  17. S

    Haryanvi Jokes

    Appu: Doctor meri lugai ne petrol pi liya... ar ure pare bhajan lag rhi hai.... Pappu (Doctor): Koi bat nhi jib petrol khatam ho javega... Ruk jaavegi.... :stupid:
  18. S

    Haryanvi Jokes

    एक दिन सत्तू आपणें यार रलदू ती पुच्छण लग्या, "रलदू जो आदमी गलती करके अपणी गलती की माफी मांग ले उसती के कहणा चाहिए ? " रलदू बोल्या भाई, "उस आदमी ती तो समझदार कहणा चाहिए |" सत्तू ने रलदू पै दुबारा पुच्छया, "यार रलदू न्यू बता जिस आदमी नैं कोई गलती भी नीं करी हो पर वो फेर भी माफी मांगता फिरदा हो उस...
  19. S

    Haryanvi Jokes

    Ek jaat wo bhi sharabi ek din khambe ne pakde khada raat ne... Full tuun tha... Ek police wala wahan se gujar raha tha, usne jab usko dekha toh socha ki isse iski tarah hi baat kari jaye to ye jaldi samjhega... Ib jaat baar baar us khambe pe thokar maare ur gail ruka maare.... Darwaza khol meri...
  20. S

    Haryanvi Jokes

    Makha hans lyo.... hansne k pisse koni laagte.... ;)
Back
Top