Na Chautale ke saath chale ar na Hooda ke, aapni ijjat aap kharab karne lag rahe hain. Ye kachhadhaari agar Jat ko bi banwaayenge to vo bhi Punjabi-baniyo jaisa hi hoga.
bahut dukh hoya
BJP to Jat netaon ko Haryana se aisa khatam karegi jaisa Dille ke maah Chaudhary Sahib singh verma khatam kare the,
BJP ne vote na diyo koyi, ya to diyo Hooda ne ya pher diyo Chautala ne
MP aali mein Modi ko vote di thi. Is baar to Hooda ko Vote jaayegi, Congress ko main hate karta hun aur is party se koyi lena dena nahi, Hoode ne kaam badhiya kare hain