yeh need manohar kritiyon ka yeh vishwa---- karm rangsthal hai,
hai parampara lag rahi yahan tehra jisme jitan bal hai.
ve kitne aise hote hain jo kewal sadhan bante hain,
aarambh aur parinamo ke sambandh sutra se bunte hain.
Usha ki sajal gulali jo ghulti hai neele ambar me
vah kya hai? kya...