stokas said:Ehsaas agar hai to, mohabbat karo mehsoos,
Har baat ka izhaar, zaroori nahi lub se!![]()
Lage raho!
Tum bahana bana kar aaye par aaye to sahi
Yahan aankh bichhaye baithhe thhe, kabhi kya lab se kahi?
Bhai Shailendra...batao kissi kahi?
KARNI KHUDA SE KUCH FARIYAD BAAKI HAI
HUME UNSE KUCH KEHNI BAAT BAAKI HAI
MAUT AAYEGI TO KEH DENGE RUK
ABHI UNSE EK AAKHRI MULQUAT BAAKI HAI
Wah bhai wah.....bohot sunddar rachna aur kaffi sundar chitaran bhi....but tell me where are you these days dear?
Jiss ko dil se laggaya wahi dil todd gaya
Jiss modd parr khadde thhe hum,wahin chhodd gaya
Abb kurredte hein ghaw puranne hum
Ho sakta hei ubhhar jaye purana koi naam bann ke naya.
Last edited by a moderator: