Ek hum hain to apka ye Shayari khana bana
Humari shayri hazaro ke likhne ka bahana bana
Chalte rahenge ye karwaan yuhi
Ab har shayar ka yahi to hai thikaana bana
Tumse milna bhi ek bahaana banaa
Ek dil teere nazar ka nishaana banaa
Ye zindagi to bus kat zaayegi aise hi
Par woh dard to aaj maikhana banaa