Mehfoos..

Status
Not open for further replies.

akanksha

New member
DSCN4688.jpg
​

Mehfoos..

Wo jhula bahon ka, aur ma ke sehlate geet
Wo pehle kadam mai paayi zameen, aur aakhon mai mehfoos huyi preet​

Thaam ke rakh sakun un lamhon ko sada
Dil mai rahe bus kuch aisi hi reet..​

Suna nahi kabhi shayad, sataya kyun tumko ma har pal
Sun ne ko wo daant o ma ab tarse hai mann har ghadi ​

Shaam hote ghar laut aaon, ki thi ma kosish kai
Sun loon mai teri baaten sabhi, lagi rahe mujhe lagan ek wohi​

Tan se badh jayenge, manzar na bhi rahe ek saa sada o ma
Tere kisson ka itminaan par, mann se rakhega chota
Chahe mai jaon jahan.. ​

Apni manzil ki aur badhun mai to bus tera hi saya le chalun
Aakash chune ki teri mannat ko shapath maan ke jee chalun..​

Aari se kaate na kate jaise preet ka bandhan koi
chup rehne se rok na sake mann ki baaton ko koyi​

bhulon na apni zamin apne kul ki reet ko mai ma kabhi
panah paye meri rooh mai teri wo pyaar ki chavvi sabhi..​

tan se badhen hai ma, mann se hai chotten abhi
aaj bhi maan logi na har ek zidd meri..​

Wo jhula bahon ka , wo sehlate geet

Tan se badh jayenge, mann se rahenge chote hi
Jo bhi kahun mai , man hi logi na aakhir mai wahi​

Sahil si is duniya mai, bhool na jayun apni maati ki Mahek ko kahin
Bula lena apne paas o ma bhul jaon agar khud ko mai kabhi.. ​

Kahun kuch to inkar nahi karogi o ma
Aakhon mai kisi bhi nami ko kabhi panah nahi dogi na..​

Wo pehle kadam mai paayi zameen, aur aakhon mai mehfoos huyi preet ​

Akanksha.. ​

​
 
hey akki .....

Akki...
its lovely n great.........
aapki yeh kavita padke mujhe maa ke pyar ki naa kewal yaad aayi balki uski mehsoos bi kya, us pyar ki anubhuti hui mujhe.........

thanks 4 posting such a nice stuff dear...

DSCN4688.jpg
​

Mehfoos..​

somelines frm my side.....

"Mehfoos" contd....

Wo jhula bahon ka, aur ma ke sehlate geet
Wo pehle kadam mai paayi zameen, aur aakhon mai mehfoos huyi
preet​

woh maa ka pyar yaad aata hai
woh maa ka dulaar yaad aata hai
khelte khelte chot kabhi jabh khata tha main
maa daudi chali aati thi
apni saneh ki baahoon mein barkar mujhe
seene se woh apne lagaati thi
mere dard ka ehsaas bhar ke apne dil mein
woh saari raat so naa paati thi......​

Wo jhula bahon ka, aur ma ke sehlate geet ​

Wo pehle kadam mai paayi zameen, aur aakhon mai mehfoos huyi preet
aaj bhi jab kabhi vyakul hota hai yeh mann
jabh annayaas badne lagti hai is dil ki dhadkan
toh seedha duad kar maa ke pass jaata hoon
sar chupa ki maa ki gaudh mein
pehroon sethir saa ho jaata hoon
fir maa pyar se mere maathe ko sahlaati hai
jaise meri har tahleef mere har dard ko
woh khud mein samaa lena chhahati hai
us aanchal ki chhao main sabh dard apne bhool jaata hoon
kyonki maa ke aanchal mein main apne aap ko "Mehfoos" pata hoon.....​

Wo pehle kadam mai paayi zameen, aur aakhon mai mehfoos huyi preet....​
 
Last edited:
thanx

thanks yash..
am touched to hear that my words cud take sumone back to those b;ful moments that we tend to miss as we grow up..esp. the momensts spent at home with ma n grandmaa .. i swear..no one can ever..take her place n match up to her...none ever can!!! she is just so precious in every way!!

am glad my words cud take you back to those b;ful moments. am so honored! thanx mate!

Akanksha..

Akki...
its lovely n great.........
aapki yeh kavita padke mujhe maa ke pyar ki naa kewal yaad aayi balki uski mehsoos bi kya, us pyar ki anubhuti hui mujhe.........

thanks 4 posting such a nice stuff dear...
 
yash, its nice to read the cont. version of mehfoos. yours is simple, meanignful, and really touching. i really liked this second stanza esp. n love the way the word 'mehfoos' has been put to use in the poem.

certain emotions, certain moments jus look much more b;'ful when put in words..

nice poetry by you . am sure you r missing your home! even i am!

anyways, thanx for your follow up. appreciated!
i will try to come up with sth soon. thanx!

Akanksha..
Wo jhula bahon ka, aur ma ke sehlate geet

Wo pehle kadam mai paayi zameen, aur aakhon mai mehfoos huyi preet
aaj bhi jab kabhi vyakul hota hai yeh mann
jabh annayaas badne lagti hai is dil ki dhadkan
toh seedha duad kar maa ke pass jaata hoon
sar chupa ki maa ki gaudh mein
pehroon sethir saa ho jaata hoon
fir maa pyar se mere maathe ko sahlaati hai
jaise meri har tahleef mere har dard ko
woh khud mein samaa lena chhahati hai
us aanchal ki chhao main sabh dard apne bhool jaata hoon
kyonki maa ke aanchal mein main apne aap ko "Mehfoos" pata hoon.....​

Wo jhula bahon ka, aur ma ke sehlate geet ​

Wo pehle kadam mai paayi zameen, aur aakhon mai mehfoos huyi preet....​
 
DSCN4688.jpg
​

Mehfoos..​

Wo jhula bahon ka, aur ma ke sehlate geet
Wo pehle kadam mai paayi zameen, aur aakhon mai mehfoos huyi preet​

Thaam ke rakh sakun un lamhon ko sada
Dil mai rahe bus kuch aisi hi reet..​

Suna nahi kabhi shayad, sataya kyun tumko ma har pal
Sun ne ko wo daant o ma ab tarse hai mann har ghadi ​

Shaam hote ghar laut aaon, ki thi ma kosish kai
Sun loon mai teri baaten sabhi, lagi rahe mujhe lagan ek wohi​

Tan se badh jayenge, manzar na bhi rahe ek saa sada o ma
Tere kisson ka itminaan par, mann se rakhega chota
Chahe mai jaon jahan.. ​

Apni manzil ki aur badhun mai to bus tera hi saya le chalun
Aakash chune ki teri mannat ko shapath maan ke jee chalun..​

Aari se kaate na kate jaise preet ka bandhan koi
chup rehne se rok na sake mann ki baaton ko koyi​

bhulon na apni zamin apne kul ki reet ko mai ma kabhi
panah paye meri rooh mai teri wo pyaar ki chavvi sabhi..​

tan se badhen hai ma, mann se hai chotten abhi
aaj bhi maan logi na har ek zidd meri..​

Wo jhula bahon ka , wo sehlate geet
Wo pehle kadam mai paayi zameen, aur aakhon mai mehfoos huyi preet​

Tan se badh jayenge, mann se rahenge chote hi
Jo bhi kahun mai , man hi logi na aakhir mai wahi​

Sahil si is duniya mai, bhool na jayun apni maati ki Mahek ko kahin
Bula lena apne paas o ma bhul jaon agar khud ko mai kabhi.. ​

Kahun kuch to inkar nahi karogi o ma
Aakhon mai kisi bhi nami ko kabhi panah nahi dogi na..​

tan se badhen hai ma, mann se hai chotten abhi
aaj bhi maan logi na har ek zidd meri..​

Wo jhula bahon ka , wo sehlate geet
Wo pehle kadam mai paayi zameen, aur aakhon mai mehfoos huyi preet ​

Akanksha.. ​

​

Superb!! extremely good dear....keep on writing more such sweet poems :)
 
Bahut hi achi lines hai aakansha jee ........inhe padh kar ek hi baat yaad aati hai .....ke bhagwan har jagah nahin ho sakta hai .....unhone isiliye Ma banayee hai ...........
 
thanks for reading through..
and very well said, god cant be everywhere n thats why he made ma... very touching words you wrote here..

akanksha..
 
hello akanksha and yash,
very nice poem
keep posting such a nice and sweet stuff
 
Thanks dear!!
u know, i have read your poetry in the other section, and i think its really cute!! :) do keep writing !! n tc!!

Akanksha..

:) ..thanks dear for this appreciation...these days i'm also trying to write something on my own but still not able to express in the manner that i want to...but i'll keep trying....and Yash you also conitnued the poem very sweetly....so write more on this topic....it's really sweet.
 
Superb.........
here people are really gooood........

Writing is the best art...........so u r the best.......
keep on writing......

my best wishes...!!!
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top