Dil Ka Jakhm

  • Thread starter Thread starter swati
  • Start date Start date
Status
Not open for further replies.
S

swati

Guest
Jakhmi Na Hua Dil Aisa Kabhi......
Sine Mein Khatak Din Raat Na Thi....
Pehle Bhi Hue The Sadme Bahut........
Roye The Magar Ye Baat Na Thi...........
 
Sochtaa hoon aankh namm hai aaj teri meri,
aasmaa bhi ro padaa jab chodaa tera sahar maine:)


(kittey padhaa tha manney,, badhiyaa laaga tai chep diyaa)
 
Siskiyan to lee thi pahle Bhi maine
Aansoon ki aisi saugat naa thi,
Naa roye the kabhi dekh aayeene ko,
Meri nazaron me aaj vo baat naa thi
 
Kal tak thi har gum se anjaan jo
Aaj uske chehre pe koi muskan na thi
Khulke hansti roti thi sabke saamne wo
Kaise roti khul ke aaj sabko batane waali wo baat na thi

 
Ye dard-e-dil ke mausam aa gaye lagte hain ab
Aaj se pahle kabhi bhi hui gum ki barsaat na thi
Pahle bhi roye they kai baar raaton mein chupke se
Lekin koi bhi raat is tarah aanshoo ki baraat na thi
 
I normally don't like writing ronay dhonay ki kavita..but this just came to me.

Idea is that we dont live in the present moment but too much pondering in past and future. :)

I hope you like it......



Jab chale jaogay, tabh sochayngay,
Jab bichad jaogay, tabh khojayngay.


Reh jayangay sirf aansoo kay doh katraay,
kuch sard sainsay..aur kuch yaadaion say bhare lamhe.


Aisa kyun hota hai mere dost..tu mujhe baata
Insaan kyu kho deta hai, aaj (in present) main jeena ka maaja
.
 
Mat pooch mere sabr ki inteha kaha tak hai,
Tu sitam kar le teri taakat jaha tak hai,
Wafaa ki umeed jinhe hogi unhe hogi,
Hamein to dekhna hai tu BEWAFA kahan tak hai........
 
Jakhmi Na Hua Dil Aisa Kabhi......
Sine Mein Khatak Din Raat Na Thi....
Pehle Bhi Hue The Sadme Bahut........
Roye The Magar Ye Baat Na Thi...........

JAKHMI AURAT.............LOL
 
Ye dard-e-dil ke mausam aa gaye lagte hain ab
Aaj se pahle kabhi bhi hui gum ki barsaat na thi
Pahle bhi roye they kai baar raaton mein chupke se
Lekin koi bhi raat is tarah aanshoo ki baraat na thi
hmmmmmmmmmmm.....................
aaj phir aapka reply bahut achaa hai:)
 
God ! Plz save us from this copy paste stuff !


vijay ji
itne pareshan mat ho.sab aapki tareh achaa likh nahi sakte to kya? unhein acha chipkane ka adhikaar to aapko dena hi padega
achi baatein to jis se seekhne ko mile aur jab seekhne ko mmile seekh leni chahiye, aur doston ke saath share bhi karne chahiye
i think aap meri baat se sehmat hai:)
 
Miss panwar

Miss panwar aapki shayari to bahut acchi hai , per ek kasht karengi hum per.. kripya karke ye sari shayari ek hi dhage mein piro ke hume bhaint karo.. ek thread se bhi wohi reply milenge jo alag alag se.. bas hum mod's ka kaam thoda halka hoga aur ye choti choti shayari dhar udhar nahi bikhregi ...:)
 
Okkkkk !

vijay ji
itne pareshan mat ho.sab aapki tareh achaa likh nahi sakte to kya? unhein acha chipkane ka adhikaar to aapko dena hi padega
achi baatein to jis se seekhne ko mile aur jab seekhne ko mmile seekh leni chahiye, aur doston ke saath share bhi karne chahiye
i think aap meri baat se sehmat hai:)


Agree Swati Ji,

But sometimes i see too much copy paste stuff here and fade up with that.

Anyways ...... apki baat se sehmat hoon ....... take it easy :)
 
aapko baat karne ka sahur nahi hai shayad:rolleyes:
swati isme shyad kyu lag diya bebe .ya to katti pramanit baat h ki inko baat karne ka shaur nahi h.par dukh ki baat to ye h ki moderators ko bhi ye beshurapan ignore karane ki adat ho chuki h
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top