Meri Pasand Ka Hindi Song (Part 1)

Status
Not open for further replies.
Dher Badhiya

My all time greats....

1. Zindagi bhar nahin bhooleinge vo barsaat ki raat...

2. Ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kya hai...

3. O meri Johar e jabi, tujhe maloom nahin, tu abhee tak hai haseen or mein jawaaan....

4. Sajan re jhoot mat boloo, khuda ke pass jaana hai...

5. Hindu banegaa na Musalmaan banegaa, insaan ki aulad hai insaan banegaa....

6. Ek Hasinaa thee, ek diwaana thaa, (Film - KARZ)

7. Zindagi ke safar main gujar jaate hain jo mukaam, vo phir nahin aate....

8. Roop tera mastanaa... (Aaaradhna)

9. Hum aap ki aankhon mein (Pyaasa)

lage rahoo...

Jagmohan

WOW!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! MALIK SIR
I JUST LOVE THESE SONGS ……….:) :)
REALLY OLD IS GOLD
 
sis

yeh woh gane hai jo koi ek baar sun le to bas
agar aapko punjabi aati hai to theek hai
mere ko itni punjabi nahin aati isliye challa wala gana meri abt 60% samjh mein aata hai
lekin peer tere jaan di pura
woh to sabki samjh mein aa jayega kyonki usme itni punjabi nahin hai
agar aapne yeh gaana sunana hai to
www.youtube.com
pe gurdas mann type karke uske saare gaane check kar lo
agar meri mano to peer wala gaana jaroor sunana plzzzzzzzzz
aur batana kaisa laga:)​

bhai waise mujhe samajh mein nahin aati punjabi lekin jo gana tumne bola hai wo jaroor sunungi...fir bataungi kaisa laga :)
 
meri pasand ke kuch or geet

- hum tere pyaar mein saara aalam kho baithe
V- hum bekhudi mein tumko pukare chale gaye
VI- aapki najron ne samjha pyaar ke kaabil hamein
VII- din dhal jaaye haay raat na jaaye
VIII- kal ho na ho(khnh)
IX- tera mera pyaar sanam vadaa hai kabhi hoga na kam
X- ore taal mile nadi ke jal mein
XI- teri diwani( kailasa)
XII- mora sainya mose bole na(rag khamaj-a pakistani album)
XIII- mora gora ang leile mohe shaam rang deide
XIV- humein aur jine ki chahat na hoti
XV- hoton se chulo tum
XVI- mera kuch saaman tumhaare paas pada hai
XVII- hum tumhein chahte hai aise
XVIII- sharabhi naino ka tere jamaana(ali haider)
XIX- jab jum chote hote the (& all songs of lucky ali)]
tere bina zindgi se koi shikva to nahi(aandhi)

netra....:) :) :) :) :) :) :) :) :) :)
 
pagal jaat ke sayri

Dear Dosto. pesa hai kuch.....

aaj fir dil hai kuchh udaas udaas
jaane kyun ek mayusi si chhayi hai
aaj fir palkon pe pani hai
bheer mein hoon fir kyun ye tanhai hai

Mere Ek Sawal Hai Iska Jawab De
Hosake Tou Mere Is Ilteja Ka Jawab De
Tou Karte Hai Nafrat Ya Ke Pyar Mujhe Se
Meri Sirf Is Therir Ka Jawab De
Mein Na Phir Tujhe Chedonga Kabhi
Phir Na Kabhi Khaonga Ke Mujh Ko Jawab De
Barbad Hojonga Teri Intezar Mein
Hosake Tou Meri Is Tehrir Ka Jawab De
Chala Jaonga Tere Shaher Se Phir Na Aonga
Is Liya Meri Jaan Phele Mujh Ko Jawab De
Hatjaonga Hamesha Tere Raaste Se
Agar Is Per Teri Khoshi Hai Tou Mujh Ko Jawab De

kamal singh sinver( Transpoter & Freight- orwardar)

jay jawan, jat balwan.

Ek aur meri taraf se bhi

I already posted ee Jate hue Lamhon (Film-Border)
Ek aur post kar raha hu--
Film-Zinda

yeh hai meri kahani
khamosh zindagani
sannata keh raha hai
kyun zulm seh raha hai

ek dastaan purani
tanhayi ki zubani
her zakham khil raha hai
kuch mujh se keh raha hai

chubtay kantay yadoon ke daaman say chunta hoon
girti deewaron ke aanchal mai zinda hoon

bass yeh meri kahani
benishaan nishaani
ek darr beh raha hai
kuch mujh se keh raha hai

chubtay kaanten yadoon ke daaman se chunta hoon
girti deewaron ke aanchal mein zinda hoon

bajay pyaar ki shabnum mere gulistaan mein
baraste rehte hain har simt maut ke saye
siyahiyon se ulajh padti hain meri aankhein
koi nahi .. koi bhi nahi jo batlaye
kitni der ujalon ki raah dekhe
koi nahi hai koi bhi nahi
na pass na durr
yeh pyaar hai
dil ki dharkan
apni chahat ka jo ellan kiye jaati hai
zindagi hai jo jiye jaati hai
khoon k ghoont peay jaati hai
khwaab aankhon se siye jaati hai

ab na koi paas hai
phir bhi ehsaas hai
yahiaon mai uljhi padi
jeene ki ek aas hai
yadoon ka jungle yeh dil
kaanton se jal thal yeh dil

chubtay kaanten yadoon ke daaman se chunta hoon
girti deewaron ke aanchal mein zinda hoon

Dear Dosto. pesa hai kuch.....

aaj fir dil hai kuchh udaas udaas
jaane kyun ek mayusi si chhayi hai
aaj fir palkon pe pani hai
bheer mein hoon fir kyun ye tanhai hai

Mere Ek Sawal Hai Iska Jawab De
Hosake Tou Mere Is Ilteja Ka Jawab De
Tou Karte Hai Nafrat Ya Ke Pyar Mujhe Se
Meri Sirf Is Therir Ka Jawab De
Mein Na Phir Tujhe Chedonga Kabhi
Phir Na Kabhi Khaonga Ke Mujh Ko Jawab De
Barbad Hojonga Teri Intezar Mein
Hosake Tou Meri Is Tehrir Ka Jawab De
Chala Jaonga Tere Shaher Se Phir Na Aonga
Is Liya Meri Jaan Phele Mujh Ko Jawab De
Hatjaonga Hamesha Tere Raaste Se
Agar Is Per Teri Khoshi Hai Tou Mujh Ko Jawab De

kamal singh sinver( Transpoter & Freight- orwardar)

jay jawan, jat balwan.

Kamal who is this pagal shayar...tell him/her that i liked this shayari...aur ye bhi poochna ki jawab mila ya nahin...naa mila ho to kuch help hum kar denge Jawab dilwane mein :)
 
again everybody's choice listed here is really good and now one from my side...this song i learnt it right now...it's from series of Ghumar-Rajasthani Folk songs...Holiya mein ude re gulal...

Holiya mein ude re gulal kahhiyo re mangetar nei

Mhari re mangetar nathli waali
Moochhaun waalo re nawab jodi ro jawab nahin

Mhari re mangetar chudla waali
Ghadiyan waalo re nawab jodi ro jawab nahin

Mhari re mangetar chunad waali
Saaffe waalo re nawab jodi ro jawab nahin

Mhari re mangetar nakhre waali
Chhail-chhabilo umraav jodi ro jawab nahin

i dont have the patience to write the lyrics ,,,but yet i like the song ,,,,,,,,,,,
tere bin maine yu kaise jiya ,,kaise jiya tere biin
 
again everybody's choice listed here is really good and now one from my side...this song i learnt it right now...it's from series of Ghumar-Rajasthani Folk songs...Holiya mein ude re gulal...

Holiya mein ude re gulal kahhiyo re mangetar nei

Mhari re mangetar nathli waali
Moochhaun waalo re nawab jodi ro jawab nahin

Mhari re mangetar chudla waali
Ghadiyan waalo re nawab jodi ro jawab nahin

Mhari re mangetar chunad waali
Saaffe waalo re nawab jodi ro jawab nahin

Mhari re mangetar nakhre waali
Chhail-chhabilo umraav jodi ro jawab nahin

bhoot achaa laga rajasthani geet dekh kar chalo kisi ne is geet kee tareef kee....:) :) :) :)
 
For all girls

Is gaane ke bas ye waale lyrics sunna sab..baaki rahne dena..wo sab bekar hain :D ;) :p this song is from movie...Chura Lia Hai Tumne...and the song's lyrics are ...

Tum se hai zamaana saara, maanenge kabhi hum nahin
Jo karoge usse behtar kar dikhaayenge hum vahin
Girls are best, jaan lo, baat yeh maan lo - 2
Teeri rapapa teeri rapapa teeri rapapa re - 2

Hum mein hain adaayein, tum jaise hum nahin
Dekhne mein ho jaade, andar se hai dam nahin
Tum se hai zamaana saara, maanenge kabhi hum nahin
Jo karoge usse behtar kar dikhaayenge hum vahin
Girls are best, jaan lo, baat yeh maan lo - 2
Hum na ho jahan mein, kuch na kar paaoge
Kis pe mar mitoge, kisse tum itraaoge

GIRLS ARE BEST, jaan lo, baat yeh maan lo - 2 :D

aur bhi bahaut saare naye gaane sune hain..kabhi fursat mein aur choices bataungi ....:)
 
Last edited:

bobo katti sachhi baat keh di tei to :D :D
ar ley mai fer key apni list chipkari hun...
1- kehta hai babul- babul
2- tere bin kahin lagta hi nahi dil
3- tere bina- guru
4- bas ek pal - bas ek pal
5- pal pal pal pal - LRMB
6- Dil de diya hai- Masti
7- Janabey aali - Masti
8- hum Hai is pal yahan- kisna
9- wo kisna hai- kisna
10- Leja leja rey mehki raat mein- Ustan and divas
ar baaki break key baad....:p :D
 
O swati tu mujhe meri judwan bahan lagti hai...:D :D ...har baar jitne bhi gaane likhti ho sab meri choice ke hote hain..aisa lagta hai ki pahle mere dil ke andar jhaank ke dekh ke jaati ho aur tab share karti ho ye gaanon ki choice...liked it dear..aur aane de break ke baad..abki baar dil mein nahin jhaankne dungi :p :D ...mere saare gaane chura leti hai
 
Ek aur sweet song

This song is from private album 'Chanda Ki Doli' sung by Sonu Nigam

Chanda ki doli mein
Pariyon ki jholi mein
Shahzaadi aayi meri

Chanda ki doli mein
Pariyon ki jholi mein
Khushiyan wo laayi meri

Palkon ke dar se wo
Aankhon ke ghar mein rahe
Khwaabon ko sach hone de
Har ek dua mein usko hi maanga sada
Wo bhi mujhe maang le

Aane se uske yahan
Mahaka hai sara sama
Usko to sajda karen
Ab ye zameen asmaan
Mujhe hai yakeen
Itna haseen pahle kahin dekha nahin
Sunle zara tu ye ilteja hai khuda
Wo kaash mujhko mile

Khwaabon ka aao ek ghar banayen
Har su jahan hum mohabbat sajayen
Subah shaam ho jahan dilkashi
Raatein miley shabnami
Ek chaand jaise taaron ke dil mein khile
Ye pyaar aise khile
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top