choudharyneelam
Banned
I created this thread for it as it was not matching with yaadon ke pal...and i didn't wanted to disturb the continuity going at that thread...that's moving beautifully so i thought of putting it in a seperate thread....
...will write more in the future....till then anybody can share more about it.
Kabhi hanste-hansana kabhi gambheerta se sochna
Kabhi khud baccha banna kabhi bacchon ko samajhna
Kabhi maa-baap ki ungli pakadna kabhi unka sahara banna
Kabhi hai himalaya chadhna kabhi asaan dagar chalna
Iss pal hai kyushiyon ka manzar to agle pal gamon ko sahna
Ek aur se andar aana to duji aur se hai bahar jana
Isi ka naam to zindagi hai, aur hum sabko hai apna farz nibhana
Kya pata kal mile na mile aisa janam daubara
Issliye isko har haal mein hanste-gaate beeetana