tau pritu ki english

Status
Not open for further replies.

narwal

New member
ek bar ek chora kise haryana ke gaam me jaa se. uday voh ke dekhe ak tadke a tadk tau pritu choutre pe baitha kichri khaan lag raha hai
Chora ne bujha tau ke kare sai . Tau bolya bhai dinner karon soon. Chora bolya tau dinner te rat ke khane ne kehya karen. tau bolya jab bhai ya kichri raat ki aa te se.

Eb chore ne sochi ek jab tau english bol sake hai te main bhi haryanvi bolonga.

chora sanjh ne chotre pa khada tha. Tau aaya ar bojhi are chore ke kare se. Chora bolya tau baal khaon sun. tau nu bolya bhai bal te mhare katru ke bhi bade bade ho rahe sain iske bhi kha le made se isne bhi aaram ho jya ga

kilkiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii
 
Killlkiii,,, 2 chutklaaa kaa 1 e banaaa diyaa, :D
 
Hahahaha . . .

Yatendra Bhai, Ye to aapko bhi mat de gaye Jokes ke mamle mein to, App bhi aane do kuchh badiya se. . . .

Thanks Narwal Ji
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top