netrapalsingh
New member
mai jatland par pichle 1.5 sal se member hoo. Kai ootaar chadhav jatland par manine dekhe hai itne period me. Kai majedar dost bhee mile, or mil bhee rahe hai kai aise hai jo kam najar ate hai ya gayab hee hogaye lagte hai mai aaj mai mahino ke bad kuch fursat me ayaa hoo. Par jatland kuch feeka feeka sa laga naye naye member dikhne lage hai poorane to jaise gayab hee hogaye hai. Aaj chutkalo ke section me gaya to kuch membrs, Nawal, Yatinder, or bhee kai kafi achaa kam kar rahe hai.
Sabse badi kamee jo najar ayee wo hamare kuch main pansandida members jo jatland kee shaan hooa karte hai jaise Dev Dahiya ji, Neelam Choudhary Ji,
Waise kai member or bhi hai jo active rahte hai, Mahender Kadwa, Samarkadyan, dono naye ladke hai mujhe khushi hai kee dono hee bhoot ahca kam kar rahe hai. Waise Rocon cool, DND sir ji ka to kahan hi kya......
cont..........
netra..............