Meri Pasand Ka Hindi Song (Part 1)

Status
Not open for further replies.
Simply superb song from Queen of Music

Lata Mangeshkar in Film Sazaa.....

Tum naa jaane, kis jahan mein kho gaye
Hum bharee duniyaan me, tanahaa ho gaye

Maut bhee aatee nahee, aas bhee jaatee nahee
Dil ko ye kyaa, koee shay bhaatee nahee
loot kar meraa jahaan, chhup gaye ho tum kahaa?

Ek jaan aaur laakh gam ghoot ke rah jaaye naa dam
Aao tum ko dekh le, dubatee najaron se hum
loot kar meraa jahaan, chhup gaye ho tum kahaa ?

Tum Kahan...Tum Kahan...Tum Kahan.....???
 
How about Gazals? (are they elsewhere?)

Ranjish he sahi, dil he dukhane ke liye aa,
aa phir se mujhe chhod ke jaane ke liye aa...
 
Krishna cottage :)

Soona Soona Lamha Lamha
Meri Rahein Tanha Tanha
Aakar Mujhe Tum Tham Lo
Manzil Teri Dekhe Rasta
Mud Ke Zara Ab Dekh Lo
Aisa Milan Phir Ho Na Ho
Sab Kuch Mera Tum Hi To Ho
Bapanah Pyaar Hai Aaja
Tera Intezaar Hai Aaja
O Bapanah Pyaar Hai Aaja
Tera Intezaar Hai Aaja
Soona Soona Lamha Lamha
Meri Rahein Tanha Tanha


Bichhde Bhi Ham Jo Kabhi Raston Main
To Sang Sang Rahungi Sada
Kadmon Ki Aawaaz Sun Ke Chalungi
Tumhe Dhoond Loongi Sada
Bhooli Mohabbat Ki Yeh Khushbuye Hain
Hawaon Main Phaili Hui
Chhu Kar Mujhe Aaj Mahsoon Kar Lo
Vo Yadein Meri Unchhui
Aisa Milan Phir Ho Na Ho
Sab Kuch Mera Tum Hi To Ho
Bapanah Pyaar Hai Aaja
Tera Intezaar Hai Aaja
O Bapanah Pyaar Hai Aaja
Tera Intezaar Hai Aaja
Soona Soona Lamha Lamha
Meri Rahein Tanha Tanha

Aaa.. Aaa..
Vadon Ke Dhagon Main Hum Tum Bandhe Hain
Zara Dor Tum Tham Lo
Bahon Main Aise Pighal Jane Do Mujhko
Aise Mera Naam Lo
Main Vo Shama Hoon Jo Roshan Tumhe Karke
Khud To Pighal Jaungi
Subah Ka Sooraj Tumhare Liye Hai
Main Hoon Raat Dhal Jaungi
Aisa Milan Phir Ho Na Ho
Sab Kuch Mera Tum Hi To Ho
Bapanah Pyaar Hai Aaja
Tera Intezaar Hai Aaja
O Bapanah Pyaar Hai Aaja
Tera Intezaar Hai Aaja
Soona Soona Lamha Lamha
Meri Rahein Tanha Tanha
Mud Ke Zara Ab Dekh Lo
Aisa Milan Phir Ho Na Ho
Sab Kuch Mera Tum Hi To Ho
Bapanah Pyaar Hai Aaja
Tera Intezaar Hai Aaja
O Bapanah Pyaar Hai Aaja
Tera Intezaar Hai Aaja
Soona Soona Lamha Lamha
Meri Rahein Tanha Tanha
 
thumari aavaz to bahut acchi hai manisha kya gane gaye hain wha wha :p


Soona Soona Lamha Lamha
Meri Rahein Tanha Tanha
Aakar Mujhe Tum Tham Lo
Manzil Teri Dekhe Rasta
Mud Ke Zara Ab Dekh Lo
Aisa Milan Phir Ho Na Ho
Sab Kuch Mera Tum Hi To Ho
Bapanah Pyaar Hai Aaja
Tera Intezaar Hai Aaja
O Bapanah Pyaar Hai Aaja
Tera Intezaar Hai Aaja
Soona Soona Lamha Lamha
Meri Rahein Tanha Tanha


Bichhde Bhi Ham Jo Kabhi Raston Main
To Sang Sang Rahungi Sada
Kadmon Ki Aawaaz Sun Ke Chalungi
Tumhe Dhoond Loongi Sada
Bhooli Mohabbat Ki Yeh Khushbuye Hain
Hawaon Main Phaili Hui
Chhu Kar Mujhe Aaj Mahsoon Kar Lo
Vo Yadein Meri Unchhui
Aisa Milan Phir Ho Na Ho
Sab Kuch Mera Tum Hi To Ho
Bapanah Pyaar Hai Aaja
Tera Intezaar Hai Aaja
O Bapanah Pyaar Hai Aaja
Tera Intezaar Hai Aaja
Soona Soona Lamha Lamha
Meri Rahein Tanha Tanha

Aaa.. Aaa..
Vadon Ke Dhagon Main Hum Tum Bandhe Hain
Zara Dor Tum Tham Lo
Bahon Main Aise Pighal Jane Do Mujhko
Aise Mera Naam Lo
Main Vo Shama Hoon Jo Roshan Tumhe Karke
Khud To Pighal Jaungi
Subah Ka Sooraj Tumhare Liye Hai
Main Hoon Raat Dhal Jaungi
Aisa Milan Phir Ho Na Ho
Sab Kuch Mera Tum Hi To Ho
Bapanah Pyaar Hai Aaja
Tera Intezaar Hai Aaja
O Bapanah Pyaar Hai Aaja
Tera Intezaar Hai Aaja
Soona Soona Lamha Lamha
Meri Rahein Tanha Tanha
Mud Ke Zara Ab Dekh Lo
Aisa Milan Phir Ho Na Ho
Sab Kuch Mera Tum Hi To Ho
Bapanah Pyaar Hai Aaja
Tera Intezaar Hai Aaja
O Bapanah Pyaar Hai Aaja
Tera Intezaar Hai Aaja
Soona Soona Lamha Lamha
Meri Rahein Tanha Tanha
 
Tose Nainaa Laage - 2
Tose Nainaa Laage Piyaa Savren Nahi Basamein Ab Ye Jiyaa Savren - 2
Muhobbat To Ek Jaavedaa Jindagi Hai - 2
Tose Nainaa Laage Mili Roshani Tose Man Jo Laagaa Mili Jindagi - 2
Muhobbat To Ek Jaavedaa Jindagi Hai - 2

Muhobbat Ki Hai Daasataa Jindagi Muhobbat Naa Ho To Kahaa Jindagi - 2
Muhobbat To Ek Jaavedaa Jindagi Hai - 2
Tose Nainaa Laage

Shamaa Ko Pighalane Kaa Armaan Kyun Hai
Patangeko Jalane Kaa Aramaan Kyun Hai
Isi Shauk Kaa Imtihaan Jindagi Hai - 2

Muhobbat Jise Baksh De Jindagaani
Nahi Maut Par Khatm Usaki Kahaani

Kaise Jiyaa Jaaye - 3 Ishq Bin
Nahi Koi Insaan Muhobbat Se Khaali
Har Ek Ruh Pyaasi Har Ek Dil Savaani
Muhobbat Jahaan Hai Wahaa Jindagi Hai
Muhobbat Naa Ho To Kahaa Jindagi Hai
Tose Nainaa Laage Mili Roshani Tose Man Jo Laagaa Mili Jindagi - 2
Muhobbat Jise Baksh De Jindagaani
Nahi Maut Par Khatm Usaki Kahaani
 
nainon ki mat manniyo naino ki mat suniyo
naina thag lenge (OMKARA):)


Tose Nainaa Laage - 2
Tose Nainaa Laage Piyaa Savren Nahi Basamein Ab Ye Jiyaa Savren - 2
Muhobbat To Ek Jaavedaa Jindagi Hai - 2
Tose Nainaa Laage Mili Roshani Tose Man Jo Laagaa Mili Jindagi - 2
Muhobbat To Ek Jaavedaa Jindagi Hai - 2
 
haath chhuute bhi to rishte nahin chhodaa karate
vaqt ki shaakh se lamhein nahin todaa karate
haath chhuute bhi to

jisaki aavaaz mein silavat ho nigaahon mein shikan
aisi tasvir ke tukade nahin jodaa karate

shahd jine kaa milaa karataa hai thodaa thodaa
jaane vaalon ke liye dil nahin todaa karate

lag ke saahil se jo bahataa hai use bahane do
aise dariyaa kaa kabhi rukh nahin modaa karate
vaqt ki shaakh se


--------
Sometimes it's easier to let go, still in my mirror i sense the reflection of bygones... :)
 
Some other includes....
Title song of fiza....

Main hawa hoon, kahin bhi theherti nahin
Ruk bhi jaaoon kahin par to rehti nahin
Maine tinke uthaaye hue hain paron par
Aashiyaana nahin hai mera
Ghane ek ped se mujhe
Jhoka koi leke aaya hai
Sukhe ek patte ki tarah
Hawa ne har taraf udaaya hai

Aa na aa
Hey, aa na aa ek dafa is zameen se uthe
Paaon rakhe hawa par zara sa ude

Chal chale hum jahan koi rasta na ho

Koi rehta na ho, koi basta na ho

Kehte hai aankhon mein milti hai aisi jaga

Fiza, Fiza

Main hawa hoon, kahin bhi theherti nahin
Ruk bhi jaaoon kahin par to rehti nahin
Maine tinke uthaaye hue hain paron par
Aashiyaana nahin hai mera
Tum mile to kyoon laga mujhe
Khud se mulaaqaat ho gayi
Kuch bhi to kaha nahin magar
Zindagi se baat ho gayi

Aa na aa
Hey, aa na aa saat baithe zara der to
Haath thaame rahe aur kuch na kahe

Chhooke dekhe to aankhon ki khaamoshiyaan

Kitni chup chaap hoti hai sargoshiyaan

Sunte hai aankhon mein hoti hai aisi sada

Fiza, Fiza
Tu hawa hai, fiza hai, zameen ki nahin
Tu ghata hai to phir kyoon barasti nahin
Udti rehti hai tu panchhiyon ki tarah
Aa mere aashiyaane mein aa

Main hawa hoon, kahin bhi theherti nahin
Ruk bhi jaaoon kahin par to rehti nahin
Maine tinke uthaaye hue hain paron par
Aashiyaana nahin hai mera
_____________________________
 
[FONT='Trebuchet MS, Verdana, helvetica, sans-serif']Khaalii Haath Shaam Aayii Hai
Khaalii Haath Jaayegii
Aaj Bhii Na Aayaa Koii
Khaalii Laut Jaayegii
Khaalii Haath Shaam Aayii Hai ...

Aaj Bhii Na Aaye Aa.Nsuu
Aaj Bhii Na Bhiige Nainaa
Aaj Bhii Ye Korii Rainaa
Korii Laut Jaayegii
Khaalii Haath Shaam Aayii Hai ...

Raat Kii Siyaahii Koii
Paaye To Mitaaye Naa
Aaj Na Mitaayaa To Ye
Kal Bhii Laut Aayegii
Khaalii Haath Shaam Aayii Hai ...




http://youtube.com/watch?v=2t-KyIMdjOw

[/FONT]
 
meri pasand kaa hindi song

kahin sham jab din dal jaye, shajh ki dulhan badan churaye chupake se aaye, mere khayalon ke aangan main koi sapano ke deep jalaye........chupake se aaye...........
[FONT=Trebuchet MS, Verdana, helvetica, sans-serif]Khaalii Haath Shaam Aayii Hai
[FONT=Trebuchet MS, Verdana, helvetica, sans-serif]Khaalii Haath Jaayegii[/FONT]
[FONT=Trebuchet MS, Verdana, helvetica, sans-serif]Aaj Bhii Na Aayaa Koii[/FONT]
[FONT=Trebuchet MS, Verdana, helvetica, sans-serif]Khaalii Laut Jaayegii[/FONT]
[FONT=Trebuchet MS, Verdana, helvetica, sans-serif]Khaalii Haath Shaam Aayii Hai ...[/FONT]
Aaj Bhii Na Aaye Aa.Nsuu
Aaj Bhii Na Bhiige Nainaa
Aaj Bhii Ye Korii Rainaa
Korii Laut Jaayegii
Khaalii Haath Shaam Aayii Hai ...
Raat Kii Siyaahii Koii
Paaye To Mitaaye Naa
Aaj Na Mitaayaa To Ye
Kal Bhii Laut Aayegii
Khaalii Haath Shaam Aayii Hai ...



http://youtube.com/watch?v=2t-KyIMdjOw

[/FONT]
 
kahin sham jab din dal jaye, sanjh ki dulhan badan churaye chupake se aaye, mere khayalon ke aangan main koi sapano ke deep jalaye........chupake se aaye...........

sorry to correct.... its.... " kahin door jab din dhal jaye.................."
from Anand

Very b'ful n philosophical song...amazing lyrics...as well superb movie.

Kahin to ye dil kabhi mil nahin paate....kahin pe Nikal Aaye Janmon Ke Naate
................

Kabhi Yun Hi Jab Hui Bojhal Saansen....Bhar Aai Baithe Baithe Jab Yun Hi Aankhen
Thami Thi Uljhan Bairi Apna Man....Apna Hi Hoke Sahe Dard Paraaye
Kahin Door...


 
Last edited:
"waqt Ne Kiya Kya Haseen Sitam"

"WAQT NE KIYA KYA HASEEN SITAM"

One of gems of Hindi music from Guru Dutts Ever Classic "KAAGAZ K PHOOL" - marvelous movie..amazing song..!!!

Waqt ne kiya kya haseen sitam
Tum rahe na tum ham rahe na ham
Waqt ne kiya kya haseen sitam...

Beqaraar dil is tarha mile
jis tarha kabhi ham juda na the
Tum bhi kho gaye, ham bhi kho gaye
Ek raah par chalke do qadam
Waqt ne kiya kya haseen sitam
Jaayenge kaha sujhta nahi
chal pade magar raasta nahi
Kya talaash hai kuchh pata nahi
Bun rahe hain dil khaab dam-ba-dam
Waqt ne kiya kya haseeen sitam

Hum rahe na hum, tum rahe na tum.
 
Devnagri script

To read this song in Devnagri script, Please raed post # 323 in this this thread. :) :p

Soona Soona Lamha Lamha
Meri Rahein Tanha Tanha
Aakar Mujhe Tum Tham Lo
Manzil Teri Dekhe Rasta
Mud Ke Zara Ab Dekh Lo
Aisa Milan Phir Ho Na Ho
Sab Kuch Mera Tum Hi To Ho
Bapanah Pyaar Hai Aaja
Tera Intezaar Hai Aaja
O Bapanah Pyaar Hai Aaja
Tera Intezaar Hai Aaja
Soona Soona Lamha Lamha
Meri Rahein Tanha Tanha
 
sorry to correct.... its.... " kahin door jab din dhal jaye.................."
from Anand

sorry to correct....its ...jahan Jat pe asar kuchh nahin hua waqt ka, geography ka, waphai/bewaphai ka. jahan Jat Jat raha, aur aaj tuck bhi hai aur rahega mere humdumm mere dost..
 
Gud one indeed!!

I luv songs with gloomy feel....it gives me kinda satisfaction...
Intoxication of Blues.....ahaaaa, am luvin it, :):)

One frm my side, amazin song very philosphical too -

Khusboo - Oh Manjhi re

o maajhi re o maajhi re
apana kinaara nadiya ki dhaara hain o maajhi re

saahilon se behne wale kabhi suna to hoga kahi
kaagazo ki kashtiyon ka kahi kinaara hota nahi
o maajhi re maajhi re
koi kinaara jo kinaare se mile wo apana kinaara hain
o maajhi re


paaniyon mein beh rahen hain kayi kinaar toote huye
raasto mein mil gaye hain sabhi sahaare toote huye
koi sahaara majh dhaare mein mile to apana sahaara hain
o maajhi re apana kinaara nadiya ki dhaara hain


http://www.youtube.com/watch?v=zMS8E623G6k



Rock on
Jit


mansi420;148431[FONT=Georgia said:
Khaalii Haath Shaam Aayii Hai
Khaalii Haath Jaayegii
Aaj Bhii Na Aayaa Koii
Khaalii Laut Jaayegii
Khaalii Haath Shaam Aayii Hai ...
[/FONT]
 
Last edited:
Status
Not open for further replies.
Back
Top