jat2007dahiya
New member
ab to apni haalath hi kuch aisi hai,
saans bhi leta hu to zakhmo ko hawa lagti hai,
suno ya na suno awaaz meri ye dil ki sadaa hai,
zaalim tu ne jo diya dard usme bhi wafa lagti hai,
sochta hu kuch pal bita lu khushiyon k magar,
haye!!afsos ab to har khushi bhi gum lagti hai,
jiyu to kaise jiyu teri yaadon ko baho me sametkar,
teri kasam ab to AKS ko ye zindagi bhi saza lagti hai.....
Tootey huey bottle mey jaam nahi hota,
Mohabbat key mareez ko kabhi aaraam nahi hota,
Aey Dil thodnewaley, kabhi ye tho socha hota ?,
Ki tooto hua Dil kisi kaam ka nahin hota.
Aur Kaash, Banaaneywaley(Khudha) ne Dil ko pathar se banaya hota,
Tho kam sey kam...
...........Thodneywaley ke haath mey zakham to aaya hota.
Last edited: