Meri Pasand Ka Hindi Song (Part 1)

Status
Not open for further replies.
meri pasand ka hindi song

main koi shayar nahi, main koi gayak nahi, es dard ko main kya kahun, tera dard hi teri dava hai, hal-e-dil yahan likha hai..............
ye na thee hamaree qismat ke wisaal-e-yaar hota
it was not in my fate to meet my lover
agar aur jeete rehte yahee intezaar hota
had I lived longer, this would still be my only desire
tere waade par jiye ham to ye jaan jhoot jaanaa
to live on your promise is to make my life a lie
ke khushee se mar na jaate agar 'eitabaar hota
would I not have died of happiness if i trusted it
teree naazukee se jaana ke bandha tha 'ehed_booda
from your frailty I learnt that the promise was delicate
kabhee too na tor sakta agar oostuwaar hota
it would not stand broken had you been determined
koee mere dil se pooche tere teer-e-neemkash ko
someone ask me about your half-drawn arrow
ye khalish kahaan se hotee jo jigar ke paar hota
would i even feel this pain if it had pierced my heart
ye kahaan ki dostee hai ke bane hain dost naaseh
what kind of friendship is this, that friends are now advisers
koee chaarasaaz hota, koee ghamgusaar hota
someone should ease my pain, someone sympathize with me
rag-e-sang se tapakta wo lahoo ki phir na thamta
from every nerve drips blood without restraint
jise gham samajh rahe ho, ye agar sharaar hota
as if that which you think is anguish is but a spark
gham agarche jaan_gulis hai, per kahaan bachain ke dil hai
threatening as love is, there is no deliverance from the heart
gham-e-ishq gar na hota, gham-e-rozgaar hota
if not the torment of love, it would be the torment of life
kahoon kis se main ke kya hai, shab-e-gham buree bala hai
whom shall I narrate the pangs of these evenings of sorrow
mujhe kya bura tha marna agar ek baar hota
i would have not resented this death, had it come only once
hue mar ke ham jo ruswa, hue kyon na gharq-e-dariya
that I died and was disgraced, why was I not just drowned
na kabhee janaaza uthata, na kaheen mazaar hota
never was there a funeral, no where was a tomb erected
usay kaun dekh sakta ke yagaana hai wo yaktaa
who can see him since his Oneness is without peer
jo dooee ki boo bhee hotee to kaheen do chaar hota
even the scent of his duality would be an introduction
ye masaail-e-tasawwuf, ye tera bayaan 'Ghalib'!
this mysticism, these statements of yours Ghalib
tujhe ham walee samajhate, jo na baada_khwaar hota
you would be a saint, if only you were not inebriated









And I dunno if thats Hindi; should have been tagged Urdu :)
 
shaam jab karvat le ke raat ki aahat deti hai
pachham ki laali bujhati aankhom mein kaajal lagaati hai
nile nile ambar pe chaand jab aata hai
pyaasa dil gaata hai aisa koi saathi ho aisa koi premi ho

aisa koi saathi ho aisa koi premi ho - 2
pyaas dil ki bujha jaaye
nile nile ambar par chaand jab aaye pyaar barasaye hamako tarasaaye
aisa koi saathi ho aisa koi premi ho pyaas dil ki bujha jaaye
nile nile ambar pe chaand jab aaye pyaar barasaye hamako tarasaaye

(ho unche unche parvat jab chumate hai ambar ko
pyaasa pyaasa ambar jab chumata hai saagar ko ) - 2
pyaar se kasane ko baahon mein basane ko
dil mera lalachaaye koi to a jaaye
aisa koi saathi ho aisa koi premi ho pyaas dil ki bujha jaaye
nile nile ambar pe chaand jab aaye pyaar barasaye hamako tarasaaye

(chham chham karata saawan bundon ke baan chalaaye
satarangi barasaaton mein jab tan man bheega jaaye ) - 2
pyaar mein nahaane ko doob hi jaane ko
dil mera tadpaaye khwaab jaga jaaye
aisa koi saathi ho aisa koI premi ho pyaas dil ki bujha jaaye
nile nile ambar pe chaand jab aaye pyaar barasaye hamako tarasaaye
 
Last edited:

http://youtube.com/watch?v=rR7OUt0t2-Y

Dhuan Banake Fiza Mein Uda Diya Mujhko
main Jal Raha Tha Kisi Ne Bujha Diya Mujhko
dhuan Banake Fiza Mein Uda Diya Mujhko

khada Hoon Aaj Bhi Roti Ke Chaar Harq Liye
sawal Yeh Hai Kitaabon Ne Kya Diya Mujhko
dhuan Banake Fiza Mein Uda Diya Mujhko

safed Sang Ki Chaadar Lapet Kar Mujh Par
fasil-E-Shaher Mein Kisne Saja Diya Mujhko
dhuan Banake Fiza Mein Uda Diya Mujhko

main Ek Zarra Bulandi Ko Chhoone Nikla Tha
hawa Ne Thaam Se Zameen Par Gira Diya Mujhko
dhuan Banake Fiza Mein Uda Diya Mujhko
main Jal Raha Tha Kisi Ne Bujha Diya Mujhko
dhuan Banake Fiza Mein Uda Diya Mujhko
 
Saanjh Dhale, Gagan Tale....

One more very b'ful.. wid very rich Hindi words,, sung by Suresh Wadeker... filmed on Shekhar Suman( i guess his only film to remember)... wid Rekha...lyrics by Vasant Dev,, n music Laxmikant pyarelal from Movie - Utsav, directed by Girish Karnad.

saanjh dhale gagan tale
ham kitane ekaanki
saanjh dhale gagan tale
ham kitane ekaanki
chhod chale naino ko
kiranon ke pankhii

paatee kee jaalee se, jhaank rahee thee kaliyaan
gandh bhare gun gun me, magan huyee thee kaliyaan
itane mein timeer dhasaa, sapaneele naino mein
kaliyon ke aansoo kaa, koee naheen saathee

chhod chale naino ko kiranon ke pankhii......

juganoo kaa pat odhe, aayegee raat abhee
nisheegandhaa ke sur me, kah degee baat sabhee
tapataa hain man jaise, daalee anbuwaa kee

chhod chale naino ko, kiranon ke pankhii....
 
Bin Tere Jeena Nahi

Bheed mein bhi hum tanha rahe
Tere gum ne yeh halat kar di
Kabhi khud ke liye kuch soch sake
Itne bhi nai fursat di

Aankhon ke talash jo hai
Woh hai tera chehra
Dhadkan dil ke paas to hai
Lekin hai bewajah

Mein hoon shak se abb koi
Patta Tuta hua
Mujhko yeh hawaein bulaati
Re har jagah

Ke bin tere jeena nahi
Haan bin tere jeena nahi
Na bin tere jeena nahi
Ja bin tere jeena nahi

Aankhon ke talash jo hai
Woh hai tera chehra
Dhadkan dil ke paas to hai
Lekin hai bewajah
Mein hoon shak se abb koi
Patta Tuta hua
Mujhko yeh hawaein bulaati
Re har jagah

Ke bin tere jeena nahi
Haan bin tere jeena nahi
Na bin tere jeena nahi
Ja bin tere jeena nahi

Chahe jitne bhi aanson bahe
Saaasein Sene mein chubhti rahe
Muskura kar har gum sahe

Dil se ho kam kabhi
Na yeh dard tera
Phool jaisa lage har zakham tera
Ek mujhko to jeena nahi

Ke bin tere jeena nahi

Aankhon ke talash jo hai
Woh hai tera chehra
Dhadkan dil ke paas to hai

Lekin hai bewajah
Mein hoon shak se abb koi
Patta Tuta hua
Mujhko yeh hawaein bulaati
Re har jagah

Ke bin tere jeena nahi
Haan bin tere jeena nahi
Na bin tere jeena nahi
Ja bin tere jeena nahi

Bheed mein bhi hum tanha rahe
Tere gum ne yeh halat kar di
Kabhi khud ke liye kuch soch sake
Itne bhi nai fursat di

Teri yaadon mein har pal kate
Khud se Teri hi baatein karein

Dil ek gaou sa banjar rahe
Humko manjoor hai har sitam tera
Berukhi bhi teri bewafapan tera
Jam kushiyon ka peena nahi

Ke bin tere jeena nahi

Aankhon ke talash jo hai
Woh hai tera chehra
Dhadkan dil ke paas to hai
Lekin hai bewajah
Mein hoon shak se abb koi
Patta Tuta hua

Mujhko yeh hawaein bulaati
Re har jagah

[Ke bin tere jeena nahi
Haan bin tere jeena nahi
Na bin tere jeena nahi
Ja bin tere jeena nahi ] 2
 
very inspirin song, like it! :):):)


Bade Dilwala - Jeevan ke din chhote sahi



Jeevan Ke Din Chhote Sahi
Hum Bhi Bade Dilwale
Kal Ki Humein Fursat Kahan
Sochen Jo Hum Matwale

Jeevan Ke Din Chhote Sahi
Hum Bhi Bade Dilwale
Kal Ki Humein Fursat Kahan
Sochen Jo Hum Matwale

Jeene Ka Rangeen Mausam
Yeh Khoobsurat Zamana
Jeene Ka Rangeen Mausam
Yeh Khoobsurat Zamana
Apne Yehi Chaar Pal Hain
Aage Hai Kya Kisne Jaana
Jeena Jise Aata Hai Woh
In Mein Hi Mauj Mana Le
Kal Ki Humein Fursat Kahan
Sochen Jo Hum Matwale

Jeevan Ke Din Chhote Sahi
Hum Bhi Bade Dilwale
Kal Ki Humein Fursat Kahan
Sochen Jo Hum Matwale

Yeh Zindagi Dard Bhi Hai
Yeh Zindagi Hai Dava Bhi
Yeh Zindagi Dard Bhi Hai
Yeh Zindagi Hai Dava Bhi
Dil Todna Hi Na Jaane
Jaane Yeh Dil Jodna Bhi
Is Zindagi Ka Shukriya
Sadke Main Uparwale
Kal Ki Humein Fursat Kahan
Sochen Jo Hum Matwale

Kal Ki Humein Fursat Kahan
Sochen Jo Hum Matwale



Rock on
Jit
 
Chandni :)

Lagee aaj saawan kee, fir wo zadee hain
wahee aag seene mein, fir jal padee hain

kuchh ayese hee din the, wo jab hum mile the
chaman mein nahee, fool dil mein khile the
wahee to hain mausam magar rut naheen wo
mere saath barasaat bhee ro padee hai

koee kaash dil pe, jaraa haath rakh de
mere dil ke tukadon ko, yek saath rakh de
magar ye hain khwaabon khayaalon kee baate
kabhee toot kar cheej koee judee hain..
 
I like these ones for their lyrics......

Pukaaro Mujhe Naam Lekar Pukaaro
Mujhe Tumase Apanii Khabar Mil Rahii Hai

Kai Baar Yuu bhii huaa hai Safar men
Achaanak Se Do Ajanabii Mil Gae Ho
Jinh rhu Pahachaanatii Ho dil Se
Bhatakate Bhatakate Vahii Mil Gae Ho
Ku Nvaare Labon Kii Qasam Tod Do Tum
Zaraa Muskuraakar Bahaare Savaaro
Pukaare Mujhe Naam ...

Khayaalo Me Tum Ne Bhii Dekhii To Hogii
Kabhii Mere KhvaaboN Kii Dhundhalii Lakiiren
Tumhaarii Hathelii Se Milatii HaiN Jaakar
Mere Haath Kii Ye Adhuurii LakiirN
BaDii Sar Chadhii Hain Ye Zulfen Tumhaarii
badie Zulfe Mere Baazuo.N Me.N Utaaro
Pukaaro Mujhe Naam ..
_______________________________________________

Jagjit Singh....

kuchh na kuchh to zaruur honaa hai
saamanaa aaj unase honaa hai

todo phainko rakkho karo kuchh bhii
dil hamaaraa hai kyaa khilonaa hai

zindagii aur maut kaa matlab
tumako paanaa hai tumako khonaa hai

itanaa Daranaa bhii kyaa hai duniyaa se
jo bhii honaa hai vo to honaa hai

uth ke mahafil se mat chale jaanaa
tumase roshan ye konaa konaa hai
 
Last edited:
Aawaaj do hum ko, hum kho gaye hain
kab nind se jaage, kab so jaye hain
mar jaayenge hum agar door tum se ho gaye

tum se nigaahe chaar karane lage
hum jindagee se pyaar karane lage
darate naa the maut se ab magar darane lage

saawan kee is pahalee barasaat me
sab dekh le sapane yek raat me
kat jaaye naa jindagee, yek hee mulaakaat me....:)
 
My Fav :)

Hua Salaam Dil Ka Maine Aashiqui Kar Li
Hua Salaam Dil Ka Maine Aashiqui Kar Li
Umra Bhar Ke Liye Tumse Dosti Kar Li
Umra Bhar Ke Liye Tumse Dosti Kar Li
Hua Salaam Dil Ka Maine Aashiqui Kar Li
Hua Salaam Dil Ka Maine Aashiqui Kar Li
Hua Salaam Dil Ka Maine Aashiqui Kar Li
Umra Bhar Ke Liye Tumse Dosti Kar Li
Umra Bhar Ke Liye Tumse Dosti Kar Li
Hua Salaam Dil Ka Hua Salaam Dil Ka

Ajab Si Yeh Chaahat Hai Yeh Pehli Mohabbat Hai
Poochon Na Kaisa Haal Hai
Andhero Mein Ujalon Mein Mein Khoyi Hoon Khayalon Mein
Yeh To Gazab Ka Saal
Pyaar Ke Diye Jala Ke Maine Roshni Kar Li
Pyaar Ke Diye Jala Ke Maine Roshni Kar Li
Hua Salaam Dil Ka Maine Aashiqui Kar Li
Hua Salaam Dil Ka Maine Aashiqui Kar Li

Kahin Bhi Chali Jaaon Main Tujhe Hi Bas Paaon
Main Pehra Hai Tera Har Jaga
Nazar Mein Basi Hai Tu Nazaron Mein Chupi Hai
Tu Chehra Hai Tera Har Jaga
Jaan Jaayegi Agar Tune Be-rukhi Kar Li
Jaan Jaayegi Agar Tune Be-rukhi Kar Li
Hua Salaam Dil Ka Maine Aashiqui Kar Li
Hua Salaam Dil Ka Maine Aashiqui Kar Li
Umra Bhar Ke Liye Tumse Dosti Kar Li
Umra Bhar Ke Liye Tumse Dosti Kar Li
 
One of best heart touching song

Mohabbat ka ek devta sa mila........

Mohabbat ka ek devta sa mila.
Khuda toh nahi par khuda sa mila..
Mohabbat ka ek devta sa mila.
Khuda toh nahi par khuda sa mila..
Mohabbat ka ek devta sa mila........

Mujhe Jab khuli uski baahein mili
Zamane k gum se pahnaaye mili,
Diye jal uthe jab nigaayein mili,
chiragon ka ek silsila sa mila..
Mohabbat ka ek devta sa mila.
Khuda toh nahi par khuda sa mila..
Mohabbat ka ek devta sa mila........

Tujhe paa k dil ko karaar aa gaya
Jawaani pe meri Nikhaar aa gaya,
Mujhe aaj khud par bhi pyar aa gaya
In aankhon mein woh aainaa sa mila,
Mohabbat ka ek devta sa mila.
Khuda toh nahi par khuda sa mila..
Mohabbat ka ek devta sa mila........

Ai dilruba,,,,,, Ai dilruba,,,,

Nazroon mein girkar nazar kho gayi
Meri zindagi kya se kya ho gayi,
Nighoon ki kuch pyaas bhuj to gayi
Magar dil yeh pyaasa tha pyaasa mila,,
Mohabbat ka ek devta sa mila.
Khuda toh nahi par khuda sa mila..
Mohabbat ka ek devta sa mila........
 
Movie Bombay :)

Tu hi re, tu hi re tere bina main kaise jiyu
aajaa re, aajaa re, yu he tadpa na tu mujhko
jaan re, jaan re, in saanso mein bas jaa tu
chaand re, chaand re, aajaa dil ki zameen pe tu

chahat hai agar aake mujhase mil jaa tu
yaa phir aaisa kar, dharti se mila de mujhko
tu he re, tu he re tere bina main kaise jiyu
aajaa re, aajaa re, yu he tadpa na tu mujhko

in saanso ka dekho tum paagalpan ke
aaye nahi inhe chain
mujhase ye boli main raahon mein teri
apne bichhaa du ye nain
in uunche pahaadon se jaan de dunga main
gar tum naa aai kahi
tum udhar jaan ummeed meri jo todo
idhar ye jahaan chhodu main
maut aur, zindagi, tere haathon mein de diya re

aayi re, aayi re, le main aayi hu tere liye
toda re, toda re, har bandhan ko pyar ke liye
jaan re, jaan re, aajaa tujhamein sama jaau main
dil re dil re, teri saanson mein bas jaau main

chaahat hai agar aake mujhase mil jaa tu
yaa phir aisaa kar, dharati se milaa de mujhko
tu he re, tu he re tere bina main kaise jiyu
aajaa re, aajaa re, yu he tadpa na tu mujhko..

sau baar bulaaye main sau baar aaun,
ik baar jo dil diya
ik aankh roye to duji bolo,
soyegi kaise bhala,
in pyaar ki raahon mein patthar hain kitane
un sab ko he paar kiya
ik nadi hu main chaahat bhari aaj milne
saagar ko aayi yahaan
sajnaa, sajnaa, aaj aansu bhi meethe lage

tu he re, tu he re tere bina main kaise jiyu
aajaa re, aajaa re, yu he tadpa na tu mujhko
jaan re, jaan re, in saanso mein bas jaa tu
chaand re, chaand re, aajaa dil ki zameen pe tu

pal pal pal pal waqt to bitaa jaaye re
zaraa bol zaraa bol waqt se ke vo tham jaaye re
aayi re, aayi re, le main aayi hu tere liye
jaan re, jaan re, aajaa tujhamein samaa jaau main
 
Pardes :) My Fav song

Kisi Roz Tumse Mulaakat Hogi
Kisi Roz Tumse Mulaakat Hogi
Meri Jaan Us Din Mere Saath Hogi
Magar Kab Na Jaane Ye Barsaat Hogi
Mera Dil Hai Pyaasa
Mera Dil Akela
Zara Tasveer Se Tu Nikalke Saamne Aa
Meri Mehbooba
Meri Taqdeer Hai Tu Machalke Saamne Aa
Meri Mehbooba
Meri Mehbooba - 4

Zara Tasveer Se Tu Nikalke Saamne Aa
Meri Mehbooba

O Bla Dee Dee Dee
O Bla Da Da Da
O Bla Do Do Do - 2
What To Do

We Love You

Nahin Yaad Kabse Magar Main Hoon Jabse
Mere Dil Mein Teri Mohabbat Hai Tabse
Main Shaayar Hoon Tera Tu Meri Ghazal Hai
Badi Bekaraari Mujhe Aaj Kal Hai
Badi Bekaraari Mujhe Aaj Kal Hai
Mujhe Aaj Kal Hai

Zara Tasveer Se Tu Nikalke Saamne Aa
Meri Mehbooba
Meri Mehbooba - 4
Zara Tasveer Se Tu Nikalke Saamne Aa
Meri Mehbooba

Toku Re..
Jaane Kahan Se Lo Aa Gayi Hai vo

O Bla Dee Dee Dee
O Bla Da Da Da
O Bla Do Do Do
We Love You

Bhala Kaun Hai Vo Humein Bhi Bataao
Ye Tasveer Uski Humein Bhi Dikhaao
Ye Kisse Sabhi Ko Sunaate Nahin Hain
Magar Doston Se Chhupaate Nahin Hai
Chhupaate Nahin Hai
Tere Darde Dil Ki Dava Hum Karenge
Na Kuchh Kar Sake To Dua Hum Karenge
Na Kuchh Kar Sake To Dua Hum Karenge
Dua Hum Karenge
Tadap Kar Aayegi Vo
Tujhe Mil Jaayegi Vo
Teri Mehbooba
Teri Mehbooba - 4

Kisi Roz Tumse Mulaakat Hogi
Meri Jaan Us Din Mere Saath Hogi
Magar Kab Na Jaane Ye Barsaat Hogi
Mera Dil Hai Pyaasa
Mera Dil Akela
Zara Tasveer Se Tu Nikalke Saamne Aa
Meri Mehbooba
Meri Mehbooba - 4
 
Hazaar rahen from the movie Thodi si bewafai, one great song!

Amazingly sung by Kishore & lata, so soulful so touching n Gulzaar's lyrics r always superb, something else, philosphical & deep!

truly a great evergreen song, with brilliant lyrics. simply luv it!!! :):):)



Hazaar Raahen - Kishore & Lata

Hazaar rahein mud ke dekhi
Kahin se koi sada na aayi
Badi wafa se nibhayi tune
Hamari thodi si bewafayi

Jahan se tum mod mud gaye the
Yeh mod abhi wahi pade hai
Hum apne pairo mein jaane kitne
Bhawar lapete huye khade hue hai

Kahin kisi roz yun bhi hota
Hamare haalat tumhari hoti
Jo raatein humne guzari marke
Wo raatein tumne guzari hoti

Tumhe yeh zid thi ke hum bulate
Hume yeh umeed wo pukare
Hai naam hoton pe ab bhi lekin
Awaaz main pad gayi dararein


http://www.youtube.com/watch?v=ODdzXhs_an4


Rock on
Jit
 
Last edited:
Hai apna dil to aawara, naa jaane kispe aayega......humm! so very true :p;):p

well, one evergreen cult song...describes the situation in classy way! :p;):cool:


Hai Apna Dil to Aawara - Hemant Kumar


hai apanaa dil to aawaaraa, naa jaane kis pe aayegaa

haseenon ne bulaayaa, gale se bhee lagaayaa
bahot samazaayaa, yahee naa samazaa
bahot bholaa hain bechaaraa, naa jaane kis pe aayegaa

ajab hain diwaanaa, naa dar naa thhikaanaa
jameen se begaanaa, falak se judaa
ye yek tootaa huaa taaraa, naa jaane kis pe aayegaa

jamaanaa dekhaa saaraa, hain sab kaa sahaaraa
ye dil hee humaaraa huaa naa kisee kaa
safar mein hain ye banjaaraa, naa jaane kis pe aayegaa

huaa jo kabhee raajee, to milaa naheen kaajee
jahaa pe lagee baazee, wahee pe haaraa
ye yek tootaa huaa taaraa, naa jaane kis pe aayegaa.



http://www.youtube.com/watch?v=elxhhFfoNJs



Rock on
Jit
 
Last edited:
couple of really rare timeless classy songs from matchless trio, 'Gulzar|RD|Lata' from the movie 'Libaas' direced by Gulzar himself, strange thing is the movie never released in India as it couldnt clear censor cert as it was based on extra-maritial affairs :rolleyes: thou it won criticaly acclaim awards in many international film festivals, strange!! ...

Well, that time was golden era of melodious touchin' music when gulzar saab used to write meaningful songs & RD used to compose with Kishore/Lata/Asha's legendry voices!! just one word for that time 'Matchless'!!

Ok! well, coudnt find the link on youtube but fortunatly got a link where u can listen to the very songs online --


1) Khamosh Sa Afsana - Lata


Khaamosh sa afsaana paani se likha hota - 2
Na tumne kaha hota, na humne suna hota
Khaamosh sa afsaana

Dil ki baat na poochho, dil to aata rahega - 2
Dil bahekaata raha hai, dil bahekaata rahega
Dil ko tumne, oh, kuch samjhaaya hota

Sehme se rehte hai jab yeh din dhalte hai - 2
Ek diya bujhta hai, ek diya jalta hai
Tumne koi, oh, deep jalaaya hota

Kitne saahil dhoonde, koi na saamne aaya - 2
Jab majdhaar mein doobe, saahil thaamne aaya
Tumne saahil, oh, pehle bichhaaya hota.


2) Silli hawa chhoo gayi - Lata

Sili hawa chhoo gayi, sila badan chhil gaya
Neeli nadi ke pare, pila sa chaand khil gaya
Sili hawa chhoo gayi, sila badan chhil gaya
Tumse mili jo zindagi, humne abhi boyi nahin
Tere siva koi na tha, tere siva koi nahin
Sili hawa chhoo gayi, sila badan chhil gaya
Oh, aah
Jaane kahan kaise shaher leke chala yeh dil mujhe
Tere bagair din na jala, tere bagair shab na bujhe
Sili hawa chhoo gayi, sila badan chhil gaya
Jitne bhi tai karte gaye, badhte gaye yeh faasle
Milon se din chhod aaye, saalon se raat leke chale
Sili hawa chhoo gayi, sila badan chhil gaya
Neeli nadi ke pare, pila sa chaand khil gaya

Here u can listen online - Libaas Songs


Rock on
Jit
 
Last edited:
Status
Not open for further replies.
Back
Top