teri bebe n sedhan sain

Status
Not open for further replies.

rajkharb

New member
gaam m t ek chhora padan likhan chalya gya dusre des m....er jab vo padh likh k ulta aapne ghran gaam m aaya to uske ghar aalan ke bhi pichhan m nahi aaya ....kati bhura horya ..muchh rya kata janu ibe-ib harro chat ke aaya ho..er baal bade kar rya 2-2 fut ke er khule chhodrya .......uske babu k kati nahi samajh m aaya uska yo bhes er rojh tok deta usne ye baal katan tahi.....ghane din holiye jab vo na manya to tha ke phawda usne pitan laaggya...chora bolya ek babu kyun pachhe pad rya s mere baalan ke tene kade sedhan sain mere baal...uske baabu n marya phawda uski pindiyan p er bolya reee bhunde manne na sedhte ye ..ye t teri bebe n sedhan sain...chhore aale aavan to sain teri bebe n dekhan ..par tane pasand kar ke chale jan sain.... bata m kis-kis ne nat ta rahunga.....
 
hahaha... sahi kahi bhai... kai bei mein bhi dhokha kha rahya hoon nuvei...
dosta gail bhaajtein gaye aur paya kimme aurei sauda.... hehehe
 
hahaha... sahi kahi bhai... kai bei mein bhi dhokha kha rahya hoon nuvei...
dosta gail bhaajtein gaye aur paya kimme aurei sauda.... hehehe
देवेंदर जी ...:cool:.... धोख्या खा लिया ते कोए गम ना है..:confused:..बैंगलोर में आ के कदे तू भी लाम्बे-लाम्बे बाल बढ़ा लै....:mad:.... ओर फेर तन्ने बाबु जी के हाथ के फोवडे खाने पडें....:p:D.....?
 
देवेंदर जी ...:cool:.... धोख्या खा लिया ते कोए गम ना है..:confused:..बैंगलोर में आ के कदे तू भी लाम्बे-लाम्बे बाल बढ़ा लै....:mad:.... ओर फेर तन्ने बाबु जी के हाथ के फोवडे खाने पडें....:p:D.....?

bhai ji meine tei pehlae badha rakhe the baal... eib katwa liye...
arr babbu phawda tei na marya karta par nyu kehya karta... ke ye key latoor badha raakhe hai choriya ki dhaal... kitei ladai saaka ho gaya tei sahi tariya aajaga kaabu mein... hehe

arr ek aur ... mein french beard raakhya karoo jyadatar... arr waah bhi beech mein ke clean... father bole kai be ... arrei ye ke jewadi latka rehya hai... bahut haasi chooti meri... hehehe... anyways... enjoy
 
hahaha... sahi kahi bhai... kai bei mein bhi dhokha kha rahya hoon nuvei...
dosta gail bhaajtein gaye aur paya kimme aurei sauda.... hehehe
he he bhai D.K. tane laambe balan aali chhori ghani aachhi laagen s kera...jab e t bhaj bhaj ke ja s unke pachhe
 
मुझको मेरे बाद जमाना ढूंढेगा.........।..:confused:..

bhai narwal tu bhi nd pada s.tere smily bhi khandwe aali pasand aai..:confused:..:D
 
K baat bhai logan ka ghana udhaar baaki sai k tere pai,,,,,:eek::eek::eek:

Aree baireeeeee......udhaar ya kisi bhi tarah ka len-den.... part of life hai......lene wala chotta nahi hota ya dene wala bada nahi hota....?
es bharmaand mein koe bhi sampooran na hai....?

haan bhai se bakki.........Pahle es Desh ka...Matarbhumee ka.....fir bujurgon ka...jinke naam ka aur aashirwad ka kha re hain.....jinhone prem kiya ....palya poshya...aashirwad diya..aur es layak banaya........udhaar baaki se...?

Aur inme se MAA ka udhar te 7 janam bhi na uttar sakein bhai ji.

aur rahi baat dusrya ke bakki ki.... upper wale ki kirppa se aur bujurgon ke mehnat ke Fhal se......aur kise te aaj tak..... kise bhi tarah ki udhaar ki jaroorat na padi bhai ji.

Ye ummeed se ke ..kime apne liye samaj ke liye ya insaaniyat ke liye ...kime aacha kar gye te.............jaroor......Mujh ko mere baad jamana dhundega....?

kise din jaroorat padi te se na mahara bhai........Saith Yash Beniwal.....koe sakk....?
Yo aapna takiya kalam se bhai ji......take it easy....?
 
Last edited:
arrrr owwww....tu kissey ne kimme karran dega ak nahii? kyu faanssi toddan ne ho rya se iske:D:D
Rajkharb jamma badhiya tha bhai tera chamolla:D
yu rathee konya karan de bhai pannu kise n bhi havabaji...yo t va kabli kikar aali sull (thorn) lera s ...aade j.l pe aave s er pincher se kar ke janta rehwe s......
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top