A
anilsinghd
Guest
mujhe fir tabaah kar
mujhe fir rula jaa
sitam karne wale
kahin se tu aa jaa
kahin se tu aa jaa
aankhon mein teri
soorat basi hai
teri hi tarah tera gum bhi haseen hai
tu jo nahi hai to
kuch bhi nahi hai !
jidhar bhi yeh dekhein
jahan bhi yeh jayein
tujhe dhoondti hain
yeh pagal nigahaein
yeh paagal nigaahein
main jinda hun lekin
kahan jindagi hai ?
meri jindagi tu kahan kho gayi hai ?
tu jo nahi hai to
kuch bhi nahi hai !
mujhe fir rula jaa
sitam karne wale
kahin se tu aa jaa
kahin se tu aa jaa
aankhon mein teri
soorat basi hai
teri hi tarah tera gum bhi haseen hai
tu jo nahi hai to
kuch bhi nahi hai !
jidhar bhi yeh dekhein
jahan bhi yeh jayein
tujhe dhoondti hain
yeh pagal nigahaein
yeh paagal nigaahein
main jinda hun lekin
kahan jindagi hai ?
meri jindagi tu kahan kho gayi hai ?
tu jo nahi hai to
kuch bhi nahi hai !