sumitsehrawat
New member
Bhai Sanjeet ne ek ek baat ekdum sahi kahi hai.
I wish ki meri inter-caste ho jaaaye bina ghar me thukaayi hue...meri himmat si nahi ho rahi koi mere ghar me baat faila do....hehehe[
][
]!
Thanks,
Sumit
I wish ki meri inter-caste ho jaaaye bina ghar me thukaayi hue...meri himmat si nahi ho rahi koi mere ghar me baat faila do....hehehe[
Thanks,
Sumit
Are yaar jo jis ko theek lage ... karo ... kon sa cast ke ladko ya ladkiyon ki gurantee le sakta hai ki shaadi ke baad ek doosre ka sir nahi phodenge .... jis ko jo pasand ho shaadi ker lo ... wo apni apni thinking hai ki ... shaadi se pehle jaan pechaan .. pyaar wyaar ho ya na ho ... per ye main jaroor kahunga ki ek doosre ko jaan-na bahut jaroori hai .... Baaki Shaadi ek doosre pe bharosa/Viswaas ho tabhi chal sakti hai werna intercast ker lo ya inter religin ker lo ya cast main ker lo nahi chalegi.....
Baaki customs and other things ek environment main reh ke sab jaan jaate hain ..... or adjust hone main sab ko time lagta hai .....
Are wah main to kaafi kuch jaan gaya hoon ..... Good .. ghar walon se baat kerni padegi ab to